jab tak apni kamio aur saamne waale ki acchio ka ehsas hai.......there will be no separation in a committed relationship.
Bas yahi kasar baaki thi. Thankyou aur ab ye Kavyitri ka Taaj kisi aur ke sar par sajao.....main to Samar ke vicharon se sehmat hun
Now about my opinions on relationship..........I know that seperation takes place in almost every relationship b'coz of circumstances n surroundings as you told. But, wahi janna chahti thi ki unn rishton ko nibhane mein kya zor aata hai jo pahle samajh nahin aata. Misunderstandings kisme nahin hoti, uske liye bhagwan ne ladai banai hui hai lekin with limit. Agar jyada ladoge to desh ke batware ki tarah parivaar bhi batenge. Pahle to sansaar bata, fir Desh bata, fir praant, fir parivaar aur ab to jodiyaan bhi bat rahi hain. Anyways no use of discussion. I got the answersAgar ye kaam bhi main sambhal lungi to Relationship Counselors kya karenge aur kya to Court mein baithe vakeel karenge. Issliye jiska kaam hai unhe hi sambhalne do. Maine iss ahode se istifa diya
Now, on search of new job
![]()