Shayri (Part 1)

Status
Not open for further replies.
अँधेरों के दिल पे किरन बुन रहा हूँ |
किरन को लपेटे, जलन बुन रहा हूँ |
हमारा लहू पी जो काबिल बने हैं ,
उन्हीं काबिलों का कफ़न बुन रहा हूँ |
 
कमियां तो तुझमे में भी बहुत थी, लेकिन हमें देखने की आदत नहीं थी
हम जिसे प्यार करते थे उसे गलत साबित करने की चाहत नहीं थी ...
 
सबब हर कोई मुझसे पूछता है मेरे रोने का,|
खुदाया सारी दुनिया को मे कैसे राजदार कर लू ||
 
हर बात पे रंजिश, हर बात पे हिसाब |
लगता है मैंने इश्क नहीं नोकरी कर ली ||
:(
 
Yaadon ki kimat wo kya jane
jo khud hi yaadon ko mita diya karte hain
yadoon ki kimat to unse pucho
jo yaadon ke sahare zindagi bita diya karte hai
 
Kale gore ka bhed nahin
Har dil se hamaara naata hai
Kuchh aur na aata ho hamko
Hamen pyaar nibhana aata hai .......... :)
 
Kale gore ka bhed nahin
Har dil se hamaara naata hai
Kuchh aur na aata ho hamko
Hamen pyaar nibhana aata hai .......... :)

Jis dharti pe isne janam liya
ye baat, ye baat vahan ki dohrati hai
chennai ki rahne wali hai
idli dosa khati hai
ho hoooooo ho..... ho hoooooo ho..... ho hooooo ho oooooo ho
 
daal mein jo kala hai
wo garam masala hai
tum loug sach bolte rehna
jhoote ka moo kala hai
aik pal ki khabr nahi hai
mansooba sou sala hai

:cool:
 
Na jane us per itna yakin kyu hota hai,
Na Jane uska khayal bhi itna haseen kyun hota hai,
Suna hai pyar ka dard meetha hota hai ,
Toa iss ankh se nikla anshu namkeen kyun hota hai…
 
Aapki dosti itni pyaari hai ke koi shak nahi,
aap pe jaan ko waron isme koi shak nahi,
Sabb ne aap ko laath mari,
kya mera koi haq nahi…!!!

:livid:
 
Aapki dosti itni pyaari hai ke koi shak nahi,
aap pe jaan ko waron isme koi shak nahi,
Sabb ne aap ko laath mari,
kya mera koi haq nahi…!!!

:livid:

hahhahhahaha tune to apni shyari se puri thread ka mahol he badal diya..............good job:applause:
 
P.S: Yu chotta sa chamola Atish Mohan ki farmayes pe.........

Haath mein taaqat hai,
toh tajmahal ko hila kar dekh..

Warna aa baith ke do peg whiskey maar,
:very_drunk:
aur tajmahal ko hilta hua dekh..!!
:livid:
 
Last edited:
SHAYARI OF A THIEF!

Mobile night plans ne to humein bhuka maar diya hai
Dosto
Jis ghar mein chori ke liye jao koi na koi aashiq jag raha hota hai!
:livid:
 
Pucha mujh se chand sitaro ne
Tujhe bhula diya tere jigri yaaro ne
Maine muskurate hue kaha
Bhul to nahi sakte kamine
Bas lage honge kisi ko patane mein.
;)
 
Aisi WANI boliye ki jamkar JHAGDA hoye,
Gour farmaye..!
Aisi wani boliye ki jamkar JHAGDA hoye,

Par usse na boliye jo aap se TAGDA hoye!
:boxing:
 
A funny thing about “Tamil Nadu”
1 rose Rs 5/-
1 kg rice Rs 2/-

incited of giving 4 roses to lover
u can give 10 kg of rice to their mom.

Full impress
:victorious:
 
Pucha mujh se chand sitaro ne
Tujhe bhula diya tere jigri yaaro ne
Maine muskurate hue kaha
Bhul to nahi sakte kamine
Bas lage honge kisi ko patane mein.
;)

:sorrow: Teli Re Teli Tere Saar Pe Kohlu :livid:

:moon: Baat Koni Bani, Per Bojh Talai Toa Marai Ga, :victorious: GAILAAR DHAID

Dr. Mrs. Sarohi
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top