sanjeev1984
New member
valid argument!!!!! expection bahot jayada bhai thari...
mudda ek ho to bataau ? logaa ki kalam toot gi muddey likh likh ke ar tu nu kahve hai mudda nahi paaya ? va kaale baala aali gori (Sonia) Jind me rape victim ke gharaa ja ke nu boli ak rape to poore desh me badh rahe hain. Ramdev ne kah diya ak Sonia ji ki ladki ke saath hota to pata chalta. Saari congress party ke chingaari lagi , kyu bhai ? ghane special hain Sonia ke parivaar wale ? Sonia ki beti dusro ki betiyo se upar hai? Or Ramdev ki baat sahi thi, jiske kaanta chubhega dard bhi usi ko hoga. Sirf dalit votes ka chakkar tha isliye Sonia gayi. or nuve Rahul gandhi gaya tha saantvnaa den jab Jat or dalit bhide the.
ar issa ae vo hai sala thothey se muh aala Robert Vadhra, vo son-in-law hai ak son-above-law ? Mere to aaj tak nu nahi samajh aaya ak 'Why is he exempted from security check at all Indian airports?' Is baat ka valid argument de de , then I will rest my case. Desh apne baap ki jaageer bana rakha hai in ne.
iske to naam te bhi nu na bera laagta ak yo beej kiska hai ?