A
amankadian
Guest
mods kinlymdelete it
ke baat hogi bhai. Haryana main job lete time pasie dene band ho gaye kya.
Bhai ek baat bolu bura na manai
Blame only yourself for job, not govt. not unemployment, Every company need talent anytime.
1. Every want govt. job,
2. Jo job layak nhi unhe bhi job chiye govt. to wo pasie deke hi lagege.
3. Ager aap layak ho, samjhdar ho kitni job le lo bhai, govt. job ki jarurt hi kya hai. Private sector bahut hai jaha pe aapki strength ke hisab se pay mil jawe hai.
unemployment ka bhi yu haal hai India main, gaam main gane bhi sara din talli rhe hai. Unka kaam karn ka ji nhi karta fer unemployment ke name uchal dewe hai.
ager kisi bhai ne unemployment dekhi hai to USA main dekho, When you lost job, it really hard to find new. mandi ke time to log ebay pe product sell karke gujra karte hai.
Chinese do drop ship for them.