mera gaam
Hi sanjeev sir
This is amit siwach
Me also from meerut
have u really heard of rohta between meerut baraut road
and my village is kalina
hopefully u know abt that
any way hows life going on
hope u be fine evryhing here in merrut and modinagar is fine
if u have...
dolly madam
aapney ek baat bataaoo
yaa smoking kadde ban koni ho sakti khaskar jaatan main
kyunki jaataan ka kaam koni chaale
ek bai soch kae dekho un kisaano ka jo din bhar khetaan mein kaam kare hai
main bhi aapke paksha mein hoo agar smoking ban hoti hai toh kyunki yoh toh ek jahar...
mubarak
janam din mubarak ho sarpanch saabmain chaahu soo aap hazaaro saal ziyo
jaankai ghani khusi hui aaj aapka janamdin sai bhagwan aapko lambi umar de
bhai ar paalty mein maane bhi bula liyo kadde bhuul jaa
thara
chaudhary saab
dont day dream
dahiyaa saab maine laagey hai aap kucch jyaada hi fwd ho
jaat toh jo hai so rahengey
but aap aisa na socho ke jaat kam hai
aur jaat kewal haryana mein hi nahi hai all over the world hai
aur jaat mainly rajisthan se originated hai so think positive be positive
jahaan chah...
main aapse itefaq nahi rakhtaa
Hukka
ek community standard word hai jo el biradary aur community ko saath rakhtaa hai
jahaan tak jaaton ki baat hai tohm ain maantaa hoo ki hukka peeney se bhaichaaraa bhadtaa hai aur ek community ikkathi hoti hai
baaki communitiues ke baarey mein main...
Good Morning Everybody
Sabko meri Ram Ram
kaise ho sab kuchh kahne se pehley main apne baarey mein bataanaa chaahoonga.
Main Meerut ka niwasi hoo aur gurgaon mein job kar rahaa hoo.mujhe jatland ke baarey mein jaise hi pataa chalaa toh mai aap sabka saathi banane k liye aa gaya .
bhaiyo...
saare jaat bhaiyo ko raam raam
raam raam bhaiyo
No sooner i come to know of jaatland.com
I entered the site.
My self Amit siwach working in gurgaon .
bhaiyo koi mujhe bataayega ye google devta ar google devi ka ke rola sai
ar bhai aaj tai main bhi active member soo
dhanwaad
thara...