Search results

  1. N

    Jatlander (Dr. Shanwal) is in 25 Emergin Indians list, source: The Week!!

    thanks for this information jit, badhayee Vinod Shanwal sahab netra...
  2. N

    Future Pm Kya...?

    sir ji, parivarvad agar Nehru parivar ko hee mante ho to galat hai aaj rajneete me banseelaal se lekar devilaal tak kaha parivarvad nahi hai. aap waha virodh kyo nahi karte. ye baat sahee hai agar koi yogya umidwaar hai to use support karna chahiye chahe wo nehru pariwaar se ho ya.....kisi...
  3. N

    Law and order situation!

    Aaapne sahi kaha hai sir jee, or age or bhee bura hal hoga prashashan soya rahata hai sab bhrastrachar me lipt hai gunde ate police walo ko paisa dete hai or kisi ko bhee mar kar chale jate hai. To log kya karenge, aaj intna boora hal kee log kheto me bhee kam karte darte hai. To logo ko hee...
  4. N

    Great Saheed Bhagat Singh Birth Day--27 th Sept,1907

    very nice sir haryanvi sahi kaha hai bhagat sing ke bare me aaj bhee ham bhagat singh, ajaad, subash ko bhule nahi hai netra..
  5. N

    Great Saheed Bhagat Singh Birth Day--27 th Sept,1907

    sir ye geet padha kar bhoot acha laga, bhagat sing hamare heero hai unka janm din aab ko bhee mubarak ho netra.....
  6. N

    nathu ram godse was wrong or we ?

    Gandhi ji great the isme koi shak nahi hai kyon kee bharat se pahale unhone Africal me Ajaadee kee ladayee ladee or ye bhee shaee hai kee wo ek ache rajneetik bhee the is bare me kuch bhee kahana mushkil hai. Jis tarah se Patel kee khilafat karte hooe unhone Nehru ko PM banwayaa isme kahi n kahi...
  7. N

    Cricket captaan ke liye rajneetee

    youvraj, veeroo, gambheer kee balle balle kal ke match me jis tarike se indian ne jeet arjit kee waha badhayee ke layak hai youv raj ka 6x6 ne kamaal kar diya. congratulate to indian team netra....
  8. N

    Cricket captaan ke liye rajneetee

    Jaisa performance indian circket team ka hal ke dino me raha hai wo sab ko maloom hai. 20-20 world cup me 1 match ham har chuke hai or semifinal me jane ke liye done match jeetne jarooree hai. Dhonee ko 20-20 ka captain banana kaha tak uchit hai ye to aap dekh chuke hai ek match me india ball...
  9. N

    Will ICL take Indian Cricket to new heights?

    Kuch chance ban sakte hai sudhar ke Indian cricket ka jis tarike se patan ho raha hai ICL or IPL ke ane se kuch na kuch to sudhar jaroor hona chahiye.......sabse pahale to BCCI ke dadagiri ka ant ho jaye ga, ache khiladi ko moka milega. Lekin agar dusre najariye se dekhe to Austreliya me bhee...
  10. N

    another qns mark on the character of UPA

    Sumit acha likha hai tumne, par ye rajnitik bate hai pet me roti hai tabhi juban pe ram hai, hamare desh me or bhoot problems hai ladne ke liye... Jha tak bhawna ka sawal hai wo agar man me hai to theek hai haa ye kaha ja sakta hai kee ye ek dharohar hai poorani isko sambhal ke rakhna chahiye...
  11. N

    another qns mark on the character of UPA

    bhoo khoob khaha aapne sir jee, nice reply......... netra...
  12. N

    Badhayee Sumitra Singh Ji

    Bhai Sahab ram ram, Pahile bat to ye ya thread maine kisi rajnitik vyaktitv ke liye nahi likhe maine to ek jatani ke bare me kuch bataya hai agar wo rajnitee me hai to isme merea kya kasoor hai. Fir is sites par me 2 sal se member hoo maine kahi nahi padha kee yaha par rajnitik vyaktiyo kee...
  13. N

    Badhayee Sumitra Singh Ji

    respected members of jatlands respected members, thanks for comments, Indira Gandhi bhee ek rajneetik mahila thee or uskee jeewni poore hindustaan ke bache bache ko shayad kantasth yaad hai. Lekin ek Jat Mahila ki progress ke bare me agar kuch bataya hai to kya ye galat hai Sumitra ji ne ek...
  14. N

    Badhayee Sumitra Singh Ji

    Rajasthan Vidhansabha Adyaksh Sumitra Singh ke Rajneetik Jeewan ke 50 saal poore hone ke avsar par sumitra ji ho hardik badhaiyee or subhkamnaiye. Sumitra ji ka janm 1930 me ek krantee karee kisaan Sh Ladoo ram ke gar phar hooa Ladoo ram jamidaree ke khilaf chale andolan ke prmukh the or...
  15. N

    My Poem Published In Today's Ht

    badhaiyee bahi nitin, netra....
  16. N

    Advt. For Me, Mtech, Mba In Bits, Pilani

    you contact me with phone no. 01596-145073-ext.330 netra....
  17. N

    Advt. For Me, Mtech, Mba In Bits, Pilani

    ya you can do from bits pilani with correspondece for that for that you can contact to 01596-242210 from our another jat brother Mr. Mani Ram with my reference. hi will provide all information about Off campus (correspondece courses) netra
  18. N

    Advt. For Me, Mtech, Mba In Bits, Pilani

    ya we have many correspondence for working people. Like M.S. you can check our wesite www.bits-pilani.ac.in where you can chekc Distance Learning Department (DLPD). Besides this we have not any partime and correspondence courses. netra....
  19. N

    The Forgotten War Hero

    sir jee major dhilon ko param veer chakra mil chuka hai par unka poora nam or kis war me mila mujhe nahi maloom param veer chakra ke nam se ek serial ataaa tha usem unka jikra mane dekha tha or mai chaan been kar raha ha hoo report milne par batoonga. Birg.Hoshiyar sing ke bare me jo jankaaree...
  20. N

    Jat ki chaturai

    nice story bhoot achee kahani aapne batayee sir jee, agar is ko padh kar ek bhee admee ko seekh miltee hai to badee bat hogi........ netra.....
Back
Top