mein jab udaipur mein padya karta...
to pehli baar chhutti kaat k wapas gaya to maa ne peepa bhar k de diya gooond k laaduan ka... boli roz naasta kar liye... aadha semester to chal jaange...
hum 8 chhore reya karte 4 kamra mein.... ek baaniya, teen baaman, do punjabi, ek pahadi arr ek mein...