a nice romantic song
:) Tu mile, dil khileAur jeene ko kya chaahiyeTu mile, dil khile
Aur jeene ko kya chaahiye
Na ho tu udaas, tere paas paas
Main rahoonga zindagi bhar
Na ho tu udaas, tere paas paas
Main rahoonga zindagi bhar
Saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya
Tu mile, dil...