Bhai Devender aapki baat ka poora jawab toh nahi de paunga lekin ek baat kehna chahunga ki :
Ram, Krishan aur Hanuman bhagwan nahi hain kyonki Bhagwan Ajanma, nirakar, avikar, ajar, amar hai jo ki ye sabhi mahapurush nahi thay
jaise ki Ram bhagwan nahi they apitu Maryada purushottam Ram they...