Baat ishq ki

Status
Not open for further replies.
Bhai Uday,



Tsunami pandito na bataya sai ki 3 february ko haryana main tsunami aavega. iska asar ek bhine paache bera patega. Bhai 4/5 march dhore dekhiye kitne johad sukhe sain ar kitne panni main tal-lare leven sain.



hahahahahah
 
Wah Ra Shayaro Mandey Raho........

Chid re sa bhai bhoondey dhaal. Ek ta ek Zakhmi Sher pada sa Jatland pa ta.

Par Uday Bhai Saab aap ta ghaney bhoondey tagrey shaayara ma ta so. Aaj bera paata mana ta. :)

Muddatoon ke pyaas the per kabhi chuua nahi paani ko;
Zustzoo rakhtey hai dil main aapno ki, kabhi gairon ki nahi !
Shikwa dariya se raha hai uski ravanee se nahi;
Rishta hi mera pyaas se tha, kabhi paani se nahi !!

Laagey Raho................
 
Bhai Amardeep,

Dhanyavaad for appreciation...

per ek sachee baat ya se ki aap her ek reply main hamesha ek gharee baat khey jaatey ho..

Sakka to uu se ki nue na bera patda ki bhai amardeep "EERSHHAD" kehgya ek "ganzey ke ser main Andy chasssya OD Tollaa" bithha gaya... ;) :p :) ;)

Aisa Aisa Rehseymayee aandaaz ki dharrohar verloon ko hi munaseeb hoti hai.. Jinmey se ek aap hai.
Keep it up Dear !!

Stay Tuned
Uday

Par Uday Bhai Saab aap ta ghaney bhoondey tagrey shaayara ma ta so. Aaj bera paata mana ta. :)

Muddatoon ke pyaas the per kabhi chuua nahi paani ko;
Zustzoo rakhtey hai dil main aapno ki, kabhi gairon ki nahi !
Shikwa dariya se raha hai uski ravanee se nahi;
Rishta hi mera pyaas se tha, kabhi paani se nahi !!

Laagey Raho................[/QUOTE]
 
Last edited by a moderator:
Bhai Saab u Sakk ta kati dil ta kaad do, Tollaa na bithanta sahi kahu su Aap na waakai ma badhia shayari kari sa. :)

Sakka to uu se ki nue na bera patda ki bhai amardeep "EERSHHAD" kehgya ek "ganzey ke ser main Andy chasssya OD Tollaa" bithha gaya...
 
Bhai Bazaad,
aapke Eershaad ko shashtaang pranaaam!

Stay Tuned
Uday


amar0974 said:
Bhai Saab u Sakk ta kati dil ta kaad do, Tollaa na bithanta sahi kahu su Aap na waakai ma badhia shayari kari sa. :)

Sakka to uu se ki nue na bera patda ki bhai amardeep "EERSHHAD" kehgya ek "ganzey ke ser main Andy chasssya OD Tollaa" bithha gaya...
 
Last edited by a moderator:
Mehfil jami he to phir jami hi rahne do...

Kal ussne nam jo mera liya tha

Kattal hi sahi,par jikkar to kiya tha

Jiggar ke ghawon ko jindda kiya tha

bewaffa thi wo beshak,bujhaya darde diyya tha

Jawani mein dar-dar bhattka diya tha

lekin sikaayat nahin he gallib,ektarffa hi sahi,pyar meine ussko dil se kiya tha.
 
wah bahut khoob Mr Dhaiya...yeh ek tarfa piar hi jiada dardnaak hota hai bhai...hahahaa...jis sadak par log sirf ek direction me jaate hon, pakka kuch ne kuch problem hogee...LOl...here are few from my side;

1. katl karke bhi mera, nahi rehne diya zamane ne, mujhe chain se
khaya mera gosht, churiyon se kaat kar, aur kaante chubho chubho kar

2. marte hi kar de zamane ne , meri band palken
aakhree khwaashi bhi rah gayee, deedar-e-yaar ki.

Rajendra
 
Kal ussne nam jo mera liya tha

Kattal hi sahi,par jikkar to kiya tha

Jiggar ke ghawon ko jindda kiya tha

bewaffa thi wo beshak,bujhaya darde diyya tha

Jawani mein dar-dar bhattka diya tha

lekin sikaayat nahin he gallib,ektarffa hi sahi,pyar meine ussko dil se kiya tha.


Kabhi woh sirf hum par hi marta tha
Bepanaah mohabbat kiya karta tha

Jaane kis ki nazar lag gai us rishtey ko
Woh fir to mere naam se hi darta tha

Bewafa kahen ya fir waqt ki meharbani
woh chala gaya jo har waqt dil mein rahta tha

Hamara kya hai ye zindagi gujaar leenge
Ye dil to bus unke liye hi fikar karta tha

Woh masoom nahin aadat se mazboor hain
Jo shaayad humse behtar ki talash karta tha

Ye to waqt bataayega kiski manzil kahan hai
Har shakhs shaayad is haqeeqat se darta tha

Bhulaaye se bhi nahin bhoolte hain woh din
Koi jab "Vijay" ko apni Jaan kaha karta tha
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top