downtoearth
New member
devdahiya said:Haal ishq ke kya jano,ye aag ka aissa darya hei
Na marne de na jeene de,ye bina pankh ki chidiya hei.
agar haal nahi hai dono ka barabar ishq mein
to bhej kyu diya usne wahi khatt jawab mein
devdahiya said:Haal ishq ke kya jano,ye aag ka aissa darya hei
Na marne de na jeene de,ye bina pankh ki chidiya hei.
downtoearth said:agar haal nahi hai dono ka barabar ishq mein
to bhej kyu diya usne wahi khatt jawab mein
good one.......devdahiya said:Ho sakta hei pegaam milne se khussi na mili ho mere yaar ko
Tabhi to khat ka majmoon nahin bhanp paye aur kar diya wapis najrana pyar ka
downtoearth said:good one.......
likh raha hu mein un khatoo ke jawab,jo key tumney kabhi likhey nahi
un jawaboo mein inko rakh dena ,jo key tumney kabhi paddey nahi
vijay said:Badi muddat se likh raha tha ek haseen gazal
Aaj dekha jo gaur se har lafz bikhar gaya
hehe jit.....katti bahi....baaki iss subject khatter tanney pm karunga....cooljat said:bhai rupi tera to shayri ka be taste acha hai, kai baat se....tu bhi kya jakhmi sher ho gaya se....jo laag riya se sher baachne mein
baant le tera dookh bhaiyon me kam ho jaayega
rock on
Jit
betaal said:barbaad honee hum chale sare kaam chod kar
bekaar baan kar gazal likhte gayeee
jatland ke mukaam par
khana pina sub chut gayaa
iss dagar par.![]()
vijay said:Badi muddat se likh raha tha ek haseen gazal
Aaj dekha jo gaur se har lafz bikhar gaya
devdahiya said:Baat purani hei lekin,wo din hum kabhi na bhool sakke
Wo chehra abb bhi roshan hei, Kabhi uthhe aur kabhi jhukke
Deedaar kabhi na ho paya phir, Kaissa dekho silla diya
Najjar...........................................
downtoearth said:kisi ney kaha majnu ko teri laila dikhti kaali rey
majnu ne jawab diya ,teri aankh na dekhaan waali rey
ved bhi safead ,puraan bhi safead ,
bich mein shayhi raakh di kaali rey
kashti -ey -mohobat kahan kinara mangti haidevdahiya said:Iss kaddar hammein yu luut liya na pyar mila na ruswai
Na mila sukkun dil mere ko,na kassti meri tarr pai.
downtoearth said:kashti -ey -mohobat kahan kinara mangti hai
tairney ki baat nahin dubney ko bhi sahara mangti hai..
kyu mashroof hain iss kadar key laila majnu ko koi yaad nahi kartadevdahiya said:Bohot khoob bhai.
Shayadd mohobatton ko kinara hota nasheeb nahin
Ye to majhhdhar mei siskti hei,kyunki jamanne ko preet nahin
devdahiya said:Bohot khoob bhai.
Shayadd mohobatton ko kinara hota nasheeb nahin
Ye to majhhdhar mei siskti hei,kyunki jamanne ko preet nahin
downtoearth said:kyu mashroof hain iss kadar key laila majnu ko koi yaad nahi karta
yahi hai daur -e mohabat ka hashr,yahan chotta badey ko aadab nahi karta
jakhar2005 said:Bahut badhia Dev sir.
yun na ho mayuoss nakaam-e-mohabbat par 'sahil'
ye to wo kashti hai jo kabhi-kabhi hi kinare lagti hai.
jakhar2005 said:Bahut badhia Dev sir.
yun na ho mayuoss nakaam-e-mohabbat par 'sahil'
ye to wo kashti hai jo kabhi-kabhi hi kinare lagti hai.
teay kar liya samander allah ke sahareydevdahiya said:Jiski kassti lage paar wo kehlaye Dulha
Jiski dubbe wo kehlaye.....Rasta bhulla.
downtoearth said:teay kar liya samander allah ke saharey
badla mera mukaddar allah ke saharey
betaal said:Likhye jayee woh gazale ek ke baad ek
samay unke paas itna humee hareenee hote hae
laila nee unheee kyoon chodaaa
yeeh baaat laila ke mayanee seee socheee
thoo aab hameee pareshaneee naheen hotee hae.![]()
ya khuda mat rook merey safar ko kashti paar lagakeydevdahiya said:Allah ki rehmat banni rahe ye dua hei meri mere yaar
Aaakhir wahi to hei jo lagata hei harr kasti ko paar.
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.