samarkadian
Active member
Sourav Nandal Sir/Uncle ji/ Bhai,
Aap kafi vyathatit maloom padte hain Jats ki Durdarsha par.Aur kafi gyani bhi.Lekin aap ek bhaisahab ke saath typical Jat wala hi vyahar kar rahe hain(atleast here in writing)..Aakhir Jat hi Jat ko kat raha hai..Disappointment is the part of life Bhai/Sir. Kripya! aap apne vichar, soch, tathya aur jaisa bhi aap sochte hain , gyan rakhte hain, KYA ek hi acchi si consolidated post mein likh sakte hain? Vinamra nivden hai taki baki ke sab log bhi kuch jankari hasil kar sake.Aapki badi meharbani hogi.Ek ek line ki post likhne se confusion bada rahta hai hume..aapki apni expertise ek hi post kar dijiye aur ek hi bhasha mein.
Dhanyawad..