rajpaldular
Active member
mene pichale 20 saal se Bharat Sarkaar kee isee tarah ke holidays dekhe hai...yah kaangres ke den hai.... gaalee denaa banatee hai ....... par dosto 6 saal ke BJP shasan me bhee yahee sab chalata rahaa... Ab jo isame kamee nikaal rahe hai, unako BJP se comitment lena chahiye ki agar vah sarkaar me aaye to minorities kee sbhee chuttiya khatm kar degee nahee to jatland par fir seeng fasaayee hogee....
बीजेपी के पास पूर्ण बहुमत नहीं था। बहुत सारे दलों के समर्थन पर एनडीए टिका हुआ था।