Gazals "The Finest Ever"

ना किसी की आँख का नूर हूँ........




ना किसी की आँख का नूर हूँ, ना किसी के दिल का करार हूँ
जो किसी के काम ना आ सके, मैं वो एक मुश्त-ए-गुबार हूँ.


मैं नहीं हूँ नगमा-ए-जां फ़िज़ा, कोई सुन के मुझको करेगा क्या ?
मैं बड़े बिरोग की हूँ सदा, मैं बड़े दुखों की पुकार हूँ.


मेरा रंग रूप बिगड़ गया, मेरा यार मुझसे बिछुड़ गया
जो चमन खिंज़ा से उजड़ गया, मैं उसी की फसल-ए-बहार हूँ.


ना 'जफ़र' किसी का हबीब हूँ, ना 'जफ़र' किसी का रकीब हूँ,
जो बिगड़ गया वो नसीब हूँ, जो उजड़ गया वो दयार हूँ.


पये फ़ातिहा कोई आये क्यों, कोई चार फूल चदाए क्यों ?
कोई श'अस लाके जलाये क्यों, मैं वो बे'कसी का मजार हूँ.



'बहादुर शाह जफ़र'


 

I find this very close to my heart

Shola hoon bhadakney ki gujarish nahi karta
Sach muh se nikal jata hai koshish nahi karta


Girti huyi deewar ka hamdard hoon lekin
Chadhtey huay sooraj ki parastish nahi karta
Shola hoon....

Mathey ke paseeney ki mahak aaye na jiss sey
Woh khoon mere jism mein gardish nahi karta
Shola hoon....

Hamdardi-e-ehbaab se darta hoon MUJAFFAR
Mai JAKHM to rakhta hoon NUMAYISH nahi karta

Shola hoon bhadkney ki gujarish nahi karta
sach muh se nikal jata hai koshish nahi karta

Lyrics- Mujaffar Warsi
 
ek meri bhi .. Koi kathin urdu shabd nahin hain per phir bee its amazing

My all time favorite ...from Libas


Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2
Na tumne kaha hota, na humne suna hota

Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2
Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega
Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota

Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2
Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai
Tumne koi, oh, deep jalaaya hota

Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2
Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya
Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana:cool::cool:


Bhai pahlaad i mean palaad Hindi mai type karna na aata (Bura sa mat maaniye)
 
this one is one of my favorites too.very nice
My all time favorite ...from Libas


Khaamosh sa afsaana paani se likha hota - 2
Na tumne kaha hota, na humne suna hota

Dil ki baat na poochho, dil to aata rahega - 2
Dil bahekaata raha hai, dil bahekaata rahega
Dil ko tumne, oh, kuch samjhaaya hota

Sehme se rehte hai jab yeh din dhalte hai - 2
Ek diya bujhta hai, ek diya jalta hai
Tumne koi, oh, deep jalaaya hota

Kitne saahil dhoonde, koi na saamne aaya - 2
Jab majdhaar mein doobe, saahil thaamne aaya
Tumne saahil, oh, pehle bichhaaya hota

Khaamosh sa afsaana paani se likha hota
Na tumne kaha hota, na humne suna hota
Khaamosh sa afsaana:cool::cool:


Bhai pahlaad i mean palaad Hindi mai type karna na aata (Bura sa mat maaniye)
 
Mera kuch saamaan tumhare paas pada
o o o ! saavan ke kuch bheege bheege din rakhe hain
aur mere ik khat main lipti raat padi hai
woh raat bhulaa do, mera woh saamaan lauta do
mera kuch saamaan tumhaare paas pada hai

patjhad hai kuch ... hai na ?
o ! patjhad main kuch patton ke girne kee aahat
kaanon main ek baar pahan ke laut aai thee
patajhad ki woh shaakh abhi tak kaanp rahi hai
woh shaakh gira do, mera woh saamaan lauta do

ek akeli chhataree main jab aadhe aadhe bheeg rahe the
aadhe sookhe aadhe geele, sukha to main le aaye thi
geela mann shayad bistar ke paas pada ho
woh bhijwa do, mera woh saamaan lauta do

ek so sola chaand ki ratain ek tumhare kaandhe ka til
geeli mahendi ki khushbu, jhoot mooth ke shikwe kuch
jhooth mooth ke wade sab yaad karaa do
sab bhijwa do, mera woh saamaan lauta do

ek ijaazat de do bas, jab isko dafanaungi
main bhi wahi so jaungee
main bhi wahi so jaungee
 
Do nainaa aaur yek kahaanee
thodaa saa baadal
thodaa saa paanee
aaur yek kahaanee

chhotee see do zeelon mein
wo bahatee rahatee
koee sune yaa naa sune
kahatee rahatee hai
kuchh likh ke aaur kuchh jubaanee

thodee sai hain jaanee huyee
thodee see nayee
jahaa ruke aansoo
wahee pooree ho gayee
hai to nayee fir bhee hain puraanee

yek khatm ho to
doosaree yaad aa jaatee hai
hothhon pe fir bhoolee huyee
baat aa jaatee hai
do nainon kee hain ye kahaanee
 
Could not stop posting it here as it was playing....

Sheikh Ji thodi si peekar aayiye
Mai hai kya shay fir hume batlayiye

Aap kyu hain sari duniya se juda-2
aap bhi dushman mere ban jayiye
aap bhi dushman mere ban jayiye

Sheikh Ji thodi si....

Kya hai acha kya bura banda nawaz-2
Aap samjhein to hame samjhayiye
Aap samjhein to hame samjhayiye
Sheikh Ji thodi si....

Jane dijiye akal ki baatein Janaab
jane dijiye akal ki baatein janaab
Dil ki suniye aur peetey jayiye

Sheikh Ji thodi si peekar aayiye....


Lyrics- Sudarshan Faakir

P.S. The above color lines are dedicated to a new friend:)
 
बाज़ीचा-ए-अत्फाल है........

बाज़ीचा-ए-अत्फाल है दुनिया मेरे आगे,
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मेरे आगे.

जुज़ नाम नहीं सूरत-ए-आलम मुझे मंजूर,
जुज़ वहम नहीं हस्ती-ए-आशियां मेरे आगे.

होता है निहां दर्द में सहरा मेरे होते,
घिसता है जबीं ख़ाक पे दरिया मेरे आगे.

मत पूछ के क्या हाल है मेरा तेरे पीछे,
तू देख के क्या रंग है तेरा मेरे आगे.

फिर देखिये अंदाज़-ए-गुल'अफ्शानी-ए-गुफ्तार,
रख दे कोई पैमाना-ए-सहबा मेरे आगे.

इमां मुझे रोके है जो खींचे है मुझे कुफ्र,
का'बा मेरे पीछे है कलिशा मेरे आगे.

आशिक हूँ, पे माशूक-फरेबी है काम,
मजनूं को बुरा कहती है लैला मेरे आगे.

खुश होतें है पर वस्ल में यों मर नहीं जाते,
आयी शब-ए-हिजरां की तमन्ना मेरे आगे.

है मौज'जां इक कुल्ज़ुम-ए-खूं, काश यही हो,
आता है अभी देखिये क्या-क्या मेरे आगे.

गो हाथ में जुम्बिश तो नहीं आँखों में तो दम है,
रहने दो अभी साग़र-ओ-मीना मेरे आगे.

हम-पेशा-ओ-हम'मशरब-ओ-हम'राज़ है मेरा,
'गालिब' को बुरा क्यूँ, कहो अच्छा मेरे आगे.


'मिर्जा गालिब'
 
Last edited:
tumney badle hum se gin gin ke liye
Humne kya chaha tha iss din ke liye
Tumne badle....

Vasl ka din aur itna muktsar
Vasl ka din aur itna muktsar
Din giney jatey the iss din ke liye
Tumne badle....

Woh nahi suntey hamari kya karein
Woh nahi suntey hamari kya karein
Maangte hain hum dua jinke liye
Tumne badle....

Chahney walo se gar matlab nahi
Chahney walo se gar matlab nahi
Aap phir paida huay kin ke liye
Tumne badle....

Baghbaan kaliyan hon halke rangki
Baghbaan kaliyan hon halke rang ki
Bhejni hain ek kamsin ke liye

Tumne badle humse gin gin ke liye
Humne kya chaha tha iss din ke liye

Lyrics- Daagh Dehlavi & Ameer Meenai
 
This might be my last Ghazal until i don't come across any other thats worth posting here....

Pyar ka pehla khat likhney mein waqt to lagta hai-2
Naye parindon ko uddney mein waqt to lagta hai

JISM ki baat nahi thi unke DIL tak jana tha-2
Lambi doori tay karney mein waqt to lagta hai-2
Pyar ka pehla khat....

Gaanth agar lag jaye to fir RISHTEY hon ya DORI-2
Lakh karein koshish khullney mein waqt to lagta hai-2
Pyar ka pehla....

Humne ilaaj-e-jakhm-e-dil to dhoondh liya lekin-2
Gehrey jakhmon ko bharney mein waqt to lagta hai-2

Pyar ka pehla khat likhney mein waqt to lagta hai


Lyrics- Hasti
 
बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी.....

बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी,
लोग बे'वजह उदासी का शबाब पूछेंगे,
ये भी पूछेंगे के तुम इतनी परेशां क्यूँ हो,
उंगलियाँ उठेंगी सूखे हुए बालों की तरफ,
इक नज़र देखेंगे गुजरे हुए सालों की तरफ,
चूडियों पे भी कई तंज़ किये जायेंगे,
कांपते हाथों पे भी फिकरे कसे जायेंगे,
लोग जालिम हैं हर बात का ताना देंगे,
बातों बातों में मेरा ज़िक्र भी ले आयेंगे,
उनकी बातों का ज़रा सा भी असर मत लेना,
वर्ना चहरे के तसव्वुर से समझ जायेंगे,
चाहे कुछ भी वो सवालात मत करना उनसे,
मेरे बारे में कोई बात ना करना उनसे....

बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी.....
 
Last edited:
I really love this one and wished someone would post it as i didn't want to spoil the beauty of the words n expressions by posting in phonetical hindi
बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी,
लोग बे'वजह उदासी का शबाब पूछेंगे,
ये भी पूछेंगे के तुम इतनी परेशां क्यूँ हो,
उंगलियाँ उठेंगी सूखे हुए बालों की तरफ,
इक नज़र देखेंगे गुजरे हुए सालों की तरफ,
चूडियों पे भी कई तंज़ किये जायेंगे,
कांपते हाथों पे भी फिकरे कसे जायेंगे,
लोग जालिम हैं हर बात का ताना देंगे,
बातों बातों में मेरा ज़िक्र भी ले आयेंगे,
उनकी बातों का ज़रा सा भी असर मत लेना,
वर्ना चहरे के तसव्वुर से समझ जायेंगे,
चाहे कुछ भी वो सवालात मत करना उनसे,
मेरे बारे में कोई बात ना करना उनसे....

बात निकलेगी तो फिर दूर तलक जायेगी.....
 
ऐ जज्बा-ए-दिल...........

ऐ जज्बा-ए-दिल गर मैं चाहूँ हर चीज़ मुकाबिल आ जाए,
मंजिल के लिए दो गाम चलूँ और सामने मंजिल आ जाए.

हाँ याद मुझे तुम कर लेना आवाज़ मुझे तुम दे देना,
इस राह-ए-मुहब्बत में कोई गर पेश जो मुश्किल आ जाये.

ऐ दिल की खलिश चल यूँही सही चलता तो हूँ उनकी महफ़िल में,
उस वक़्त मुझे चौंका देना जब रंग पे महफ़िल आ जाए.

ऐ रहबर-ए-कामिल चलने को तैयार रहो पर याद रहे,
उस वक़त मुझे भटका देना जब सामने मंजिल आ जाए.

आता है जो तूफां आने दो कश्ती का खुदा खुद हाजिर है,
मुश्किल तो नहीं इन मौजों में बहता हुआ साहिल आ जाए.
 
Wow

WOW...Got to read finest of GHAZALS here....

to add some more....
(thou i ve tried to read all... n didnt find these here... if some repeated , pls excuse me)


Karoge Yaad To.....

Singer -Bhupinder, Film -Bazaar


Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi
Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi

Yeh Chand Beete Zamanon Ka Aaina Hoga
Bhatakti Abra Mein Chehra Koi Bana Hoga
Udaas Raah Koi Dastaan Sunayegi
Karoge Yaad To...

Barasta Bheegta Mausam Dhuan - Dhuan Hoga
Pighalti Shammon Pe Dil Ka Mere Guma Hoga
Hatheliyon Ki Heena Yaad Kuchh Dilayegi
Karoge Yaad To...

Gali Ke Modh Pe Soona Sa Koi Darwaaza
Tarasti Aankhon Se Rasta Kisika Dekhega
Nigaah Door Talak Jaake Laut Aayegi
Karoge Yaad To...
 
Last edited:
Neels i expected this from you....like it too:)
WOW...Got to read finest of GHAZALS here....

to add some more....
(thou i ve tried to read all... n didnt find these here... if some repeated , pls excuse me)


Karoge Yaad To.....

Singer -Bhupinder, Film -Bazaar


Karoge Yaad To Har Baat Yaad Aayegi
Guzarte Waqt Ki Har Mauj Thehar Jayegi
Karoge Yaad To...
 
Aaina Mujhse Meri aaina mujse meri paheli si surat mange-3mere apne meri hone ki nishani maangeaaina mujse mari paheli si surat mangemein bhatakata hi raha dard ke viraane meinwakt likhta raha chere pe har pal ka hishabmeri shorat meri diwangi ki nazar huipi gayi may ki bolte meri geeto ki kitabaaj lauta hoon tu hasne ki ada bhool gayayeh sahar bhoola muje mein bhi ishe bhool gayamere apne meri hone ki nishani mangeaaina mujse meri paheli surat mangemera fan phir muje bazaar mein le aaya haiyeh vo jagah ke jahan mero vafa bikate hain baap bikate hain aur lakhte jigar bikate hainkookh bikati hain dil bikate hain sar bikate hainis badalti hui duniya ka khuda koi nahinsaste daamo pe yahan roz khuda bikate hainhar kharidaar ko bazaar mein bikataa paya hum kya paayenge kisi ne yahaan kya paayaamere aheshas mere phool kahin aur chalebol pujaa meri bachi kahin (aur chale )-2.... aur chale
 
One of my all time favourite Gazal
( Singer : Kishore Kumar ) ​


देखा है ज़िंदगी को, कुछ इतना करीब से
चेहरे तमाम लगने लगे हैं अजीब से ​

देखा है ज़िंदगी को ......................... ​

कहने को दिल की बात जिन्हें ढूँढते थे हम
महफ़िल में आ गये हैं वो अपने नसीब से​

देखा है ज़िंदगी को .........................​

नीलाम हो रहा था किसी नाज़नीं का प्यार
क़ीमत नहीं चुकाई गई इक ग़रीब से​

देखा है ज़िंदगी को .........................​

तेरी वफ़ा की लाश पे ला मैं ही डाल दूँ
रेशम का ये कफ़न जो मिला है रक़ीब से​

देखा है ज़िंदगी को ......................... ​
 
Haath Chhute Bhi to....

Yea i was wondering Sunita how some famous n great ghazals are missing here....
One more awesome from Jagjit singh and Gulzar...from Marasim

haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte
waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte
haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte


jiski aawaaz mein silwat ho, nigaahon mein shikan
aisi tasbir ke tukade nahi joda karte


shehad jine ka mila kar... thoda thoda
jaanewaalon ke liyein dil nahin thoda karte


lagake saahil se jo behata hai use behane do
aise daryiyaan ka kabhi rukh nahin moda karte
waqt ki shaakh se, lamhe nahin toda karte
haath chhute bhi to, rishtey nahi chhoda karte

Few more lines which were used in Pinjar......which are much much deeper, soulful n meaningful....

haath chhute bhi to rishte nahin chhuta kerte
waqt ki shakh se lamhe nahin tuta kerte
(Chhutt gaye yaar, na chhutii yaari maula)

Jisne pairon ke nishan bhi nahin chhode peeche
Us musafir ka pata bhi nahin poocha kerte
haath chhute bhi to.......

Tune awaaz nahin di kabhi mud ker warna
Tune awaaz nahin di kabhi mud ker warna
Hum kai sadiyan tujhe ghoom ke dekha kerte
haath chhute bhi to.....

Beh rahi hai teri jaanib khi zameen pairo ki
Thak gaye daudte dariyaon ka peecha kerte
haath chhute bhi to rishte nahin chhuta kerte....
waqt ki shakh se lamhe nahin tutat kerte....

The second last stanza is superb........ no words to explain
(n give credit to me..tht i ve typed it all word to word...no copy paste...:)
 
Last edited:
kissi ne bhi to na dekha nigah bhar ke mujhe

Yeh aarzoo thi ke haskar koi mila hota
Kahin to humse kisi ka dil aashna hota
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe - 2
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Sawa bhi laayi na koi payaam apno ka - 2
Suna rahi hai fasaane idhar udhar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Moaaf kijiye, jo main ajnabi hoon mehfil mein - 2
Ke raaste nahin maaloom is nagar ke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe

Voh dard hai ke jisse seh sakoon na keh paaoon - 2
Milega chain to ab jaan se guzarke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Gaya phir aaj ka din bhi udaas karke mujhe
Kisi ne bhi to na dekha nigaah bharke mujhe
Nigaah bharke mujhe, nigaah bharke mujhe
 
Yaar Neels actually when "MARASIM" released it used to be my bhajan in the morning then night ryhme until i slept....and i was busy posting the older or the oldest ones:)
Yea i was wondering Sunita how some famous n great ghazals are missing here....:)
 
Back
Top