netrapalsingh
New member
Bhagwan (god)
Ye Ek Aisa Sawal Hai Jiska Jawab Kisike Pass Bhee Nahi Hai Opinion Bhoot Hai Is Bare Leken Kya Koi Dava Kar Sakta Hai Nahi Kar Sakta
Haa Agar Aakash Hai, Dharti Hai, Hawa Hai, To Kaha Se Ayee Kya
Iska Jawab Kisi Ke Pass Hai Nature Kya Hai. Koi Nahi Bata Sakta Hai
Ek Chota Sa Sawal Kitne Jatlanders Bata Sate Hai Apne Dada Ke
Dada Ka Nam Meree Satvee Peedhee Tak Ka To Mujhe Pata Hai.
Lekin Hamara Vajood Hai Or Kai Peedhiyo Tak Se Hai Jiska Koi
Praman Kisi Ke Bhee Pass Nahi Hai Par Hai To Sahee. Bas Yahee
God Hai Ek Shakti Hai Jise Sabhi Mante Hai. Ek Sradha Hai Kisike
Bhee Pratee Hosaktee Hai Chahe Wo Koi Patthar Ke Prati Ho
Chahe Kisi Moorti Ke Prati.
Is Sansaar Agar Sankat Ke Samay Koi Bhee Aapke Kaam Ata Hai
To Wahi Aapko Chahe Kuch Pal Ke Liyee Hee Bhagwaan Lagne Lagta
Hai. Agar Koi Aapka Ahit Karta Hai To Wahi Aapko Rakshas Lagne
Lagta Hai.
Mera Manna Hai Agar Aap Acha Kam Karte Hai To Bhagwan Aap Hee
Hai. Agar Koi Shakti Hai To Har Roop Har Wastoo Me Hai
dhanna Jat Kee Kahani To Sabne Suni Hoti Usne Patthar Me
Se Bhagwan Ko Nikal Liya Tha.
Netra......