Intzaar

Status
Not open for further replies.

sandeepsomu

New member
raat ke pehredaar ki sitti
saath hawa ke saher ko nikali
jagte rehna jagte rehna
rasto se awaze gujri
orr hash ke main khud se bola ki
janmo se main jaag raha hu intzaar to saadh raha hu
koi to aaye , koi to bole
tu soja ek baar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu intzaar

pehle thoda jiya jalaya
phir paas meindiya jalaya
naram ghaas per chal ker dekha
ek bulbul ko pass bulaya
orr usne kaano mein gaya
aayegi woh chanda ka tukda
ek din mere dawaar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu main intzaar
 
have patiene

have patience...
intezaar ke baad ka mazaa..hamesha yaad rahta hai..
 
varunkumar said:
have patience...
intezaar ke baad ka mazaa..hamesha yaad rahta hai..



main Akela Kaha hu uske Wajood Ka Saya Saath Hai
jaise Jawan Raat Mai Chaand Chandni Ke Saath Hai
Duriya Kaha Door Kar Paati Hai Hume
Sapno Mai Hi Sahi Uske Haatohn Mai Haath Hai
 
[FONT=Lucida Handwriting, Cursive]D[/FONT][FONT=Lucida Handwriting, Cursive]AASTAN HAI YEH AAJ AUR KAL KI[/FONT]
[FONT=Lucida Handwriting, Cursive]

MUDDAD NAHIN
SAAL NAHIN

BAS! PAL DO PAL KI.......
EK JHONKE MEIN LAYEE KHUSHIYAN KAYEE
PEHCHAAN BHI NAH PAYE
YUNHI GUZAR GAYEE
ITTEFAQ KAHON YA HAADSA KAHON
MOAJAZA KAHON YA KOI DUA KAHON
KUCH BHI NAHIN
KUCH BHI NAHIN
KISMAT HAI PAL DO PAL KI......
​
[/FONT]​

sandeepsomu said:
main Akela Kaha hu uske Wajood Ka Saya Saath Hai
jaise Jawan Raat Mai Chaand Chandni Ke Saath Hai
Duriya Kaha Door Kar Paati Hai Hume
Sapno Mai Hi Sahi Uske Haatohn Mai Haath Hai
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top