sandeepsomu
New member
raat ke pehredaar ki sitti
saath hawa ke saher ko nikali
jagte rehna jagte rehna
rasto se awaze gujri
orr hash ke main khud se bola ki
janmo se main jaag raha hu intzaar to saadh raha hu
koi to aaye , koi to bole
tu soja ek baar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu intzaar
pehle thoda jiya jalaya
phir paas meindiya jalaya
naram ghaas per chal ker dekha
ek bulbul ko pass bulaya
orr usne kaano mein gaya
aayegi woh chanda ka tukda
ek din mere dawaar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu main intzaar
saath hawa ke saher ko nikali
jagte rehna jagte rehna
rasto se awaze gujri
orr hash ke main khud se bola ki
janmo se main jaag raha hu intzaar to saadh raha hu
koi to aaye , koi to bole
tu soja ek baar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu intzaar
pehle thoda jiya jalaya
phir paas meindiya jalaya
naram ghaas per chal ker dekha
ek bulbul ko pass bulaya
orr usne kaano mein gaya
aayegi woh chanda ka tukda
ek din mere dawaar
Intzaar Intzaar bolo kab tak karu main intzaar