Ishq, Muhhabbat, Barbaadi

Status
Not open for further replies.
Sapney nahi ye oos ki chand boonden hai
bas suraj ke nikalte hi rukhsat ho jayengi
kabhi dil mat lagao inse tum 'sahil'
inke jane ke baad bas yaadein rah jayengi.

vijay said:
Neend kise aati hai jo sapne aayenge
Sapne to bikharne ke liye hi hote hain
Har roz koi tamanna dum tod deti hai
Har roz kisi apne ko paakar khote hain
 
ye konse mausam kase jamane aa gaye
aaj mohabbat ke bhi dekho kharidar aa gaye.

kal jo apne dil me rahte the dhadkan bankar,
aaj wahi duniya-e-bazaar me bikne aa gaye.

duniya me aitbaar bas un par tha mujhe
aur wo aaj is taraha se berikhi se pesh aa gaye.

kuchh na poochh haal is mausam-e-tanhai ka
ab to ashq aankhon me 'sahil' khoon ke aa gaye.

vijay said:
Ankhen num hai unko yaad karke
Woh hamari duniya se chale gaye

Anshu ki kismat mein to bahna likha hai
Unko yaad karke bahte chale gaye
 
Last edited:
keshavdahiya said:
palko ki nami me chupa kar sapno ko..
humne unhe jaane ki izazat de di..
hum toot kar bikhar gaye tukdo me..
unhe muskarane ki izazat de di....

hotho ki zuban ye aansu kehte hai,
jo chup rehte hai lekin fir bhi behte hai,
or in aansu ki kismat to dekhiye,
ye unke liye behte hai jo in ankhon me rehte hai..!!

oo tera bhalla ho manne yu ke kar diya aaj.....oooppss..ooohhhhhhffff:o :(

maine jo socha wo kabhi paya nahi,
chah kar bhi main usko bhul paya nahi,
chahta to tha main usko apnana,
per maine usko kabhi ye bataya nahi...
kisi ko palkon par na bithaao,
wahaan to sirf sapne baste hain,
bithaao to dil mein bithaao kyonki,
yahaan sirf apne baste hain...

aur dekhi jaagi...mein zarur bimaar padunga ibb....laiyo mere koi sa CURRENT.....:eek: ......:D :p :D :p
 
Terre current tein kaam na challe tu tei Panipat aale Thermal ki angeethhe mei chhoddna paddega...ha...ha..ha. Dekhya-e na...bimmare ishq terra sussara?
 
jakhar77 said:
ye konse mausam kase jamane aa gaye
aaj mohabbat ke bhi dekho kharidar aa gaye.

kal jo apne dil me rahte the dhadkan bankar,
aaj wahi duniya-e-bazaar me bikne aa gaye.

duniya me aitbaar bas un par tha mujhe
aur wo aaj is taraha se berikhi se pesh aa gaye.

kuchh na poochh haal is mausam-e-tanhai ka
ab to ashq aankhon me 'sahil' khoon ke aa gaye.

Ek chhota sa dard ka tukda
Kahan failega, kahan simtega
Bas ek tees bankar
Zindagi bhar chubhta rahega
Is dil ke kisi konne mein
 
keshavdahiya said:
maine jo socha wo kabhi paya nahi,
chah kar bhi main usko bhul paya nahi,
chahta to tha main usko apnana,
per maine usko kabhi ye bataya nahi...
kisi ko palkon par na bithaao,
wahaan to sirf sapne baste hain,
bithaao to dil mein bithaao kyonki,
yahaan sirf apne baste hain...

aur dekhi jaagi...mein zarur bimaar padunga ibb....laiyo mere koi sa CURRENT.....:eek: ......:D :p :D :p

Ye chahat hai hi aisi ki kya batayen
Na bata sakte aur na hi chhupa sakte
Woh dil mein basten hain har pal
Ab dil cheer kar to nahin dikha sakte
 
vijay said:
Ye chahat hai hi aisi ki kya batayen
Na bata sakte aur na hi chhupa sakte
Woh dil mein basten hain har pal
Ab dil cheer kar to nahin dikha sakte

Pyar wo talwaar hei jo jigar ke paar hoti hei
Aur jo dil ke paar na ho wo bekar hoti hei
Lahoo-luhaan gar dil na ho pyar mei
Tou aatmma subbak-2 kar nahin rotti hei.
 
devdahiya said:
Pyar wo talwaar hei jo jigar ke paar hoti hei
Aur jo dil ke paar na ho wo bekar hoti hei
Lahoo-luhaan gar dil na ho pyar mei
Tou aatmma subbak-2 kar nahin rotti hei.

Ek chot jigar pe khai hai
Ek tasveer dil mein basai hai
Kaun parwah kare ab anjaam ki
Ab to jaan ki baazi lagai hai
 
heart attack

please keshu ke kare se yo tu.tere bimar hon te pahla tera yo naya roop dekh ke mhare heart attack ho jaga:confused:

aur dekhi jaagi...mein zarur bimaar padunga ibb....laiyo mere koi sa CURRENT.....:eek: ......:D :p :D :p[/quote]
 
tasveer us jalim ki basai thi is dil me
dhadkan banakar rakha use is dil me
nigahon se ojhal ho gaya wo kab ka
magar abhi bhi mojood hai is dil me.

vijay said:
Ek chot jigar pe khai hai
Ek tasveer dil mein basai hai
Kaun parwah kare ab anjaam ki
Ab to jaan ki baazi lagai hai
 
Tujh bin ye jindagi tanha hai udas hai, tumko ye batayen kaise,
Juban band hai teri ruswai ke dar se, dastan-e-gham sunayen kaise.

har koi poochhta hai meri udas aankhon ka sabab waqt-bewaqt
ab unko kya kahen, daag jo de gaye ho unhen dikhaye kaise.

ab teri yaad ke siwa is duniya me rakha kya hai 'sahil'
bas itan bata hum zindagi ke chaar pal sukoon se bitayen kaise.

vijay said:
Ye chahat hai hi aisi ki kya batayen
Na bata sakte aur na hi chhupa sakte
Woh dil mein basten hain har pal
Ab dil cheer kar to nahin dikha sakte
 
Last edited:
ye sihkwae shikayat tum kab chodoge
ere ye kaam he aurato ke
tum mard kab inhe chodoge
apni mohabbat pe tumhe yakeen nahi
tum dusre se kya umed karoge
rusva hote nahi sache ashiq yu dindoore pit ke
haaste rahte h wo te apne ishq ki masti me
gar ishq bus ki baat nahi
to mat karo ye koi compulsory cheez nahi h
ye specialization har aire gaire ke bus ki baat nahi h:confused:
 
apni yaadon me hum tumhe basana chahte hai,
apne paas tumhe hum bulana chahte hai,
thak gaye hum tumhe yaad karte karte,
ab hum tumhe yaad aana chahte Hai

kabhi-kabhi aesa bhi hota hai,
pyar ka asar jara der se hota hai,
aapko lagta hai hum kuch nahi sochte aapke baare me,
par hamari har baat me aapka hi jikr hota hai.

grave symptoms.....i can feel that i m dying :( .....becoz of this shayrri....:p
 
Sahi kaha:)
hamare jaisi poem likhna har kisi ke bas ki baat nahi:eek:
ye specialization to hamara hi hai;)
aapka is thread me ghusna compulsory to nahi:p :D

ritu said:
ye sihkwae shikayat tum kab chodoge
ere ye kaam he aurato ke
tum mard kab inhe chodoge
apni mohabbat pe tumhe yakeen nahi
tum dusre se kya umed karoge
rusva hote nahi sache ashiq yu dindoore pit ke
haaste rahte h wo te apne ishq ki masti me
gar ishq bus ki baat nahi
to mat karo ye koi compulsory cheez nahi h
ye specialization har aire gaire ke bus ki baat nahi h:confused:
 
ritu said:
ye sihkwae shikayat tum kab chodoge
ere ye kaam he aurato ke
tum mard kab inhe chodoge
apni mohabbat pe tumhe yakeen nahi
tum dusre se kya umed karoge
rusva hote nahi sache ashiq yu dindoore pit ke
haaste rahte h wo te apne ishq ki masti me
gar ishq bus ki baat nahi
to mat karo ye koi compulsory cheez nahi h
ye specialization har aire gaire ke bus ki baat nahi h:confused:

Ritu ye shikayat nahi shikwa hai unse
Hamen apni mohabbat pe yakeen hai
Woh na samajh paye hamari mohabbat ko
Unki berukhi se ye zindagi gamgeen hai
 
keshavdahiya said:
apni yaadon me hum tumhe basana chahte hai,
apne paas tumhe hum bulana chahte hai,
thak gaye hum tumhe yaad karte karte,
ab hum tumhe yaad aana chahte Hai

kabhi-kabhi aesa bhi hota hai,
pyar ka asar jara der se hota hai,
aapko lagta hai hum kuch nahi sochte aapke baare me,
par hamari har baat me aapka hi jikr hota hai.

grave symptoms.....i can feel that i m dying :( .....becoz of this shayrri....:p

Woh humen yaad karen kahan hamari kismat
Unko to fursat hi nahi aajkal duniya dari se
Humne to is dil ko pyar ka rog lagaa diya hai
Woh to abhi bhi anjaan hain pyar ki beemari se
 
vijay said:
Woh humen yaad karen kahan hamari kismat
Unko to fursat hi nahi aajkal duniya dari se
Humne to is dil ko pyar ka rog lagaa diya hai
Woh to abhi bhi anjaan hain pyar ki beemari se

shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai
har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai
manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya
rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain

bhai Bj marwawega tu manne....kyun excite karre se kasaaaiiii....;)
 
Hahahh keshu

In bezubaan hasraton ko koi naam do
Apni chahat ko koi naya anjaam do
Jo pyar kar gaye woh log aur thy
Tum pyar mein ab koi naya kalaam do
 
vijay said:
Hahahh keshu

In bezubaan hasraton ko koi naam do
Apni chahat ko koi naya anjaam do
Jo pyar kar gaye woh log aur thy
Tum pyar mein ab koi naya kalaam do

Yo ke kyan he nei ke naam de ga
Yo chhan na de sabhh nei ghaam de ga
Issne ke berra pyar kunnsi mulli ka naam sei
Yo chhori neei Ralle ka bharr kei ek draamm de ga

HA>>>HA>>>>HA>>>HA. RAKKASS SEI YU!
 
vijay said:
Hahahh keshu

In bezubaan hasraton ko koi naam do
Apni chahat ko koi naya anjaam do
Jo pyar kar gaye woh log aur thy
Tum pyar mein ab koi naya kalaam do

yeh milna aur bicharr jaana
kab apne bas ki baat hai
kismat hi milati hai hum ko
kismat hi juddai deti hai
har baar yeh hi hota hai
koi hume bataye to sahi
jo tum se nahi keh paate hai
dharkan se sunayi deti hai.

kyun raazi ho rehya se BJ tu bhai....tere te taaker na leta mein.......kham kha bhosun hun........kaali na maniye katti bhi.....;)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top