Bhaiyo aap sab ne ye bahut bar suna hoga, ke jaat re jaat 16 duni 8. Meri samanjh me ye aaj tak nahi aaya ke aisa kyo kahte hain. jahan tak jato ki padhai likhayi ka sambandh hai
jaat kisi se kam nahi hain. Apni 48 saal ki umar me maine bahut hi jyada hoshiyar jaat dekhe hain. Aisa bhi nahi hai ke jat akal me jisi se kam hain,. Phir 16 dui 8 kyo kaha jata hai.
Agr kisi bhai ko is bare me kuchh pata hain to vo batayen. Agar kisi ko kuchh nahi bhi pata to vo aapni kalpana ke gode dauda ke apne vichar de sakte hain