Jaat re Jaat ,16 Duni 8

dahiyask

New member
Bhaiyo aap sab ne ye bahut bar suna hoga, ke jaat re jaat 16 duni 8. Meri samanjh me ye aaj tak nahi aaya ke aisa kyo kahte hain. jahan tak jato ki padhai likhayi ka sambandh hai
jaat kisi se kam nahi hain. Apni 48 saal ki umar me maine bahut hi jyada hoshiyar jaat dekhe hain. Aisa bhi nahi hai ke jat akal me jisi se kam hain,. Phir 16 dui 8 kyo kaha jata hai.
Agr kisi bhai ko is bare me kuchh pata hain to vo batayen. Agar kisi ko kuchh nahi bhi pata to vo aapni kalpana ke gode dauda ke apne vichar de sakte hain
 
Surender Ji,
jab aapne apne signature me khud hi keh diya h ki
"ANPADH JAAT PADHE BRABAR AUR PADHA LIKHA JAAT KHUDA BRABAR"
to fir 16 duni 8 to kya 16 duni 4 b ho sakte h.....jaat jb khud ko khuda hi maanne lag jaye to vo ku6 b kar sakta h aur log b ku6 b keh sakte h uske baare me.....
is statement ko padhne ke baad khud ek jaat hote hue b m ku6 comment nhi krna chahta.....it is my suggestion to change your signature. please!
 
Kuldeep bahi kade kade padhe likhe ke bhi baat samanjh nahi aya karti aur usne koi dusra shyana aadmi samjhaya kare.
 
Bhaiyo aap sab ne ye bahut bar suna hoga, ke jaat re jaat 16 duni 8. Meri samanjh me ye aaj tak nahi aaya ke aisa kyo kahte hain. jahan tak jato ki padhai likhayi ka sambandh hai
jaat kisi se kam nahi hain. Apni 48 saal ki umar me maine bahut hi jyada hoshiyar jaat dekhe hain. Aisa bhi nahi hai ke jat akal me jisi se kam hain,. Phir 16 dui 8 kyo kaha jata hai.
Agr kisi bhai ko is bare me kuchh pata hain to vo batayen. Agar kisi ko kuchh nahi bhi pata to vo aapni kalpana ke gode dauda ke apne vichar de sakte hain

bhai mare hisab se to tere hota pe budhi honi chahiye thi apna thread shuru karne ke tem pe. jab ab tei suru kar diya to main bata doon tere ko sunita ji hooda ke sivay aur kahi sahara na mile.
 
16 duni 8

:rockJAATO NE KAHA HAI KI
JAAT kamaave 8 khaave 60 fir bhi hai thaat wah re jaat wah re jaat
Bhaiyo aap sab ne ye bahut bar suna hoga, ke jaat re jaat 16 duni 8. Meri samanjh me ye aaj tak nahi aaya ke aisa kyo kahte hain. jahan tak jato ki padhai likhayi ka sambandh hai
jaat kisi se kam nahi hain. Apni 48 saal ki umar me maine bahut hi jyada hoshiyar jaat dekhe hain. Aisa bhi nahi hai ke jat akal me jisi se kam hain,. Phir 16 dui 8 kyo kaha jata hai.
Agr kisi bhai ko is bare me kuchh pata hain to vo batayen. Agar kisi ko kuchh nahi bhi pata to vo aapni kalpana ke gode dauda ke apne vichar de sakte hain
 
jat re jat 16 duni 8 isliye kaha hoga ki hum aapas me ek nahin hain aur jab hum do mil jayen to aadha hi rah jate hain. ek dusre ki tang katne me rah gaye jat bhai.
jatni ke bare me kuchh is tarah kaha gaya hain.
chori jat ki ghee ghate bhar batki
 
are salu bahi k baat khet me bhi bot ban than k ja se aur camera bhi sath rakhe se..........k baat bhai khet me nyar padan aaliya k photo khicha kare??????
hahahhahahahhahahahhahaha
bhai khet me kuch kaam kar liya kar.....piche dekh tere is fashion ne khet bhi sukha diye.........hahahhahahahahhaha
 
jaat to pathar pe bhi fashal uga de se aur tane fashion k checkar me khet e sukha diye...............hahahhahaahahahahaha
 
Back
Top