Jat- 10 Mahina ki sharat

Status
Not open for further replies.
yoon to humne lakh joke sune, par aisa nahi sunaa...ek damm lot pot kar diyaa..hans hans ke aankhon se paani...wah ji wah...

RK^2

P.S. : jitne baar padho bas wohi haal...es baar padh kar jab yeh oopar ki comments likhi to yeh bhi bhool gaye ki hum pehle bhi likh chuke thee..hahhaha

RK^2
 
Last edited:
Baaniyan ki problem

I narrated this joke to many of my Baaniya friends, they started saying........yaar hum to thare tai pahlyan itne dar kai rahaan san yu joke bana kai ke mhara india chhutwaoge ke :D
 
great joke

ha ha ha ha
bhai yo chutkala ghana kasuta ,
keep it up buddy
 
hahahahahahahaha.......kati kasoota.....Great!!


Baniya to apne pajame nae pakad kae, bhajya nahi thyaya hogaa :D :D


Major sa'ab nae bhi chala-e paad diyaa :)
 
bilku sahi kahi
par aajkal major sahib kit chup rahe hai dikhte nahi ;)
 
issa hai bhai Major inh baneeyan K chakkar main aur kkuch hau na hau par marhey kaisya ka haans-2 K boora haal hau jyaga.....
it waz damn GR8
0(";")0
 
Yoh lyo bhai....ek aur Aindee souddaa.....Toooddii aale OBREY mein tein kaadh k lyaaya suu ....Jelli k seengadd mein fasaa k........ padh lyo jiss bhai ne nahi padhya ho.......... :rock :rock
 
Hahahahahaha. Yu to bohat purana kadh lyaya. U chutkalla manne us tym sunya tha jad manne nyu bi ni bera tha ke mheinss aage ki kyan ne kahya karen.
kiiiilllllkiiiiiii @ khoya tak ghisa dyunga. :rock
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top