Friend.
Maine pahle bhi kaha ki Kanwar lane ke liye Uksane wale ''Dhong aur dhongiyon se bacho, tabhi kalyan sambhav hai !'' isme biased aur derogatory remark kahan se aa gaya aur Jaton kee pahachan ko kya nuksan Ho gaya meri samajh se uppar kee baat hai!
Mere khyal se Jaton ko sachet hona hee chahiya kee '' in sabka byont'' dekhkar 10 lakh jaton se aapke kahe anoosar Rs.300/ rupees per head to ek hee jagah sirf jaton se is dharam ke vyaparikaran mein lage logon ne jhatak liye/ Baaki kanwariyon ki sankhya alag rahi.
Is puri yatra ke doran Baki overhead charges ke baare mein details se avgat karwayenge to hum aap ke dhanyawadi honge. Isase yah bhi pata chal jayega kee Jaton mein se gaye tirth yatrion kee kitani zeb halki hui aur sath hi dharam ke vyaparikaran mein lage logon ne kool kitane ka business kiya/
Kaanwar se prblm kya hai??traffic main issue hai..isse alag to koi prblm nahi dikhti mujhe..
kaanwar par kharch hone waala paisa na ahi kisi dhongi ke paas jata...
dharmic aastha hai kisi ki ya nahi.ye alag baat hai...
jitne mein dekhta hu..log jaate hai kaanwar laane ke liye.3-5 days lagte hai..1500-2500 kharch ho jata hai..
even isse bhi kam mai kaam chalate hai bahut se to..
agar saal mai 1 baar itne paisa kharch karke 4-5 din ki khusi se beet jate hai kisi ke to whats wrong..
gaon ke log hote hai jyada ameer to nahi hote..so kahi hill station par trip ke liye to jaa nahi sakte 40-50k kharch karke..
jaha tak paise ki bata hai to unka paisa bhi gareeb logo ke paas hi jata hai..kaanwar ke liye chhota-2 saamna kahreedte hai.
wo dukandar bhi koi ambani nahi hai..usi ke sahare unka ghar chalta hai..ye na ho to uttrakhand ki aadhi aabadi bhookhi mar jayegi..
kaanwar ke time par un logo ka kayi maheene ka kharch nikal jata hai..
1000-2000 kharch karke agar koi us mahaul mai khush ho leta hai to kyo prblm ho rahi hai kisi ko..
prblm hi hai to pahle inse karo 2-4 hajar 1 time ke khane mai uda dete hai hotel mai jaakar..wo paisa jata hai bussinessman ke paas..
naa ki kaanwar kaa..
bas traffic ki prblm naa ho bakai koi prblm nahi kaanwar se..
Kaanwar se prblm kya hai??traffic main issue hai..isse alag to koi prblm nahi dikhti mujhe..
kaanwar par kharch hone waala paisa na ahi kisi dhongi ke paas jata...
dharmic aastha hai kisi ki ya nahi.ye alag baat hai...
jitne mein dekhta hu..log jaate hai kaanwar laane ke liye.3-5 days lagte hai..1500-2500 kharch ho jata hai..
even isse bhi kam mai kaam chalate hai bahut se to..
agar saal mai 1 baar itne paisa kharch karke 4-5 din ki khusi se beet jate hai kisi ke to whats wrong..
gaon ke log hote hai jyada ameer to nahi hote..so kahi hill station par trip ke liye to jaa nahi sakte 40-50k kharch karke..
jaha tak paise ki bata hai to unka paisa bhi gareeb logo ke paas hi jata hai..kaanwar ke liye chhota-2 saamna kahreedte hai.
wo dukandar bhi koi ambani nahi hai..usi ke sahare unka ghar chalta hai..ye na ho to uttrakhand ki aadhi aabadi bhookhi mar jayegi..
kaanwar ke time par un logo ka kayi maheene ka kharch nikal jata hai..
1000-2000 kharch karke agar koi us mahaul mai khush ho leta hai to kyo prblm ho rahi hai kisi ko....
Theek kahi aapne!..........kaanwariyan ke liye kuch dedicated rasste hone chaiye.........
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.