downtoearth
New member
maa -baap ney jissey likha lahoo sey
woo bin naam patey ki chiithiyan hai ladkiyaan
kissi din ud jayengi kisi dusrey key paroon sey
ghar ki mundair pey baithi chirdiyan hai ladkiyaan
kabhi maa, kabhi saas,kabhi bhai, kabhi pati sey
ta-uamr nibhati nahi thakti hai ladkiyaan
khelti thee aankh michooli baandh chunni sey
usi chunni mein latakti milti hai ladkiyaan
bata dey mera jawaab ,pucha hai sirf tujhi sey
kaun sa hai wo ghar jahan murad se jamti hai ladkiyaan

Last edited: