Let's play a game, "Catch the Word"

Status
Not open for further replies.
hujoor is kadar bhee naa itaraake chaliye
khule aam aanchal naa laharaa ke chaliye

badee dilanashee hain haseen kee ye ladeeyaan
ye motee magar yoo naa bikharaayaa kije
udaa ke naa le jaaye zonkaa hawaa kaa
lachakataa badan yoo naa laharaayaa kije

Zonkaa hawaa kaa aaj bhee, julfen udaataa hogaa naa
Teraa dupattaa aaj bhee tere sar se sarakataa hogaa naa
Baalon mein tere aaj bhee ful koee sajataa hogaa naa

Yeh zameen ruk jaaye, aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Ho, tera chehra jab nazar aaye
Tu ijaazat de agar
Tujhse thoda pyaar main kar loon, jaane jaan
Baith jaa mere saamne
Khaali dil khaali nazar bhar loon, jaane jaan
Tu khafa ho jaaye, raat abhi ho jaaye
Bin tere aanchal mein chhup jaaye, chhup jaaye
Yeh zameen ruk jaaye, aasmaan jhuk jaaye
Tera chehra jab nazar aaye

Tu agar keh de mujhe
Chaand bhi le aaoon jaane jaan, jaane jaan
Ek taara maang le
Aasmaan le aaoon jaane jaan, jaane jaan
Yaad tu jab aaye, neend bhi le jaaye
Khwaabon ke jungle mein chhup jaaye, chhup jaaye

Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa. Kyoon na dhekhoom hai dhekhne jaisa
 
Tera Chehra Hai Aaeene Jaisa. Kyoon na dhekhoom hai dhekhne jaisa

Chehara Kya Dekhate Ho? Dil Mein Utar Ke Dekho Na
Mausam Pal Mein Badal Jaayega Patthar Dil Bhi Pighal Jaayega
Meri Mohabbat Mein Hai Kitana Asar Dekho Na

Thode Se Kareeb Aao Aise Na Itaraao
Mujhase Sanam Door Baithe Ho Kya
Bechain Kar Doonga Itna Tumhen Aake Lipat Jaaogi Dilaruba
Aise Kya Sochati Ho Aake Idhar Dekho Na

Main To Tumhaari Hoon Tumpe Dil Haari Hoon
Phir Kisliye Hain Ye Betaabiyaan
Aake Gale Se Laga Lo Mujhe Ab Dooriyaan Na Rahen Darmiyaan
Kisne Tumhen Roka Hai Shaam-o-sahar Dekho Na
 
Mausam ka takaja hai..hum tut ke pyar kare..duniya wale chahe inkaar kare chahe ikaraar kare...
 
Phool tumhe bheja hai khat mein
Phool nahin mera dil hai..........

Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai, Teri aankhon mein chaahat hi nazar Aayi hai,Tere honton se main shabnam churaaoonga,Tere aanchal tale jeevan bitaaoonga,Meri nas nas mein tu banke lahoon Samaayi hai, Tumhe apna banaane ki kasam Khaayi hai...
 
Mausam ka takaja hai..hum tut ke pyar kare..duniya wale chahe inkaar kare chahe ikaraar kare...

Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye

Tum suno gaur se kya keh raha
hai sama Humnashi chhed do chaahat bhari dastaan
Kitne dinon tak kuchh na bataaye
Tum humko tadpaaye
Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Pyaar kya hai sanam tum humko samjha gaye
Faasle na rahe itne kareeb aa gaye
Dekho hamari khushboo tumhaari Saanson ko mehkaaye
Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye

Raat bhar jaagkar karvat badalte thay hum
Kya kahein kis tarah dilbar machalte thay hum
Kaise batayein tanha akele Hum kitna ghabraaye
Hum tumse na kuchh keh paaye
Tum humse na kuchh keh paaye
Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye
 
Phool tumhe bheja hai khat mein
Phool nahin mera dil hai..........

Yaar aaplogo ne khel ke rules ki aisi taisi kar di hai .. kahhin se bhi shuru kar khatam kar dete ho ... chalo hum bhi aise hi karte hai toh

Lokhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
hazzaron rang ke nazare ban gaye
Savera jo hua toh toh Phool ban gaye ,
jo raat aayi toh sitaare bangaye
Likhhe jo khatt tujheeeeee
 
kuchh to log kahenge, logaane kaa kaam hain kahanaachhodo, bekaar kee baato mein , kahee beet naa jaaye rainaa kuchh reet jagat kee ayesee haihar yek subah kee shaam huyeetoo kaun hai, teraa naam hain kyaaseetaa bhee yahaa badanaam huyeefir kyo sansaar kee baaton sebheeg gaye tere nainaa hum ko jo taane dete haihum khoye hain in rang raliyon mehum ne un ko bhee chhup chhup keaate dekhaa in galiyon meye sach hain zoothhee baat naheetum bolo ye sach hain naa
 
Lokhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
hazzaron rang ke nazare ban gaye
Savera jo hua toh toh Phool ban gaye ,
jo raat aayi toh sitaare bangaye
Likhhe jo khatt tujheeeeee[/quote]

Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye

sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye

Koyi nagma kahin goonja
kahan dil mein
yeh tu aayi
kahin chatki kali koyi
main yeh samjha, tu sharmaayi
koyi khushboo kahin bikhri
laga yeh zulf lehraayi

Likhe jo khat tujhe...

Fiza rangeen, adaa rangeen
yeh ithlaana, yeh sharmaana
yeh angdhaayi, Yeh tanhaayi
yeh tarsa kar, chale jaana
bana de ga nahi kisko
jawaan jadoo yeh deewana

Likhe jo khat tujhe..

jahan tu hai, wahan main hoon
mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai

Likhe jo khat tujhe...
 
Wherez this pretty lady???

Hello everybody,:confused:

This is pretty interesting game...But I wonder wherez this lady disappeared??? Dont you think she is just out of the world???? :)
 
Lokhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
hazzaron rang ke nazare ban gaye
Savera jo hua toh toh Phool ban gaye ,
jo raat aayi toh sitaare bangaye
Likhhe jo khatt tujheeeeee

jahan tu hai, wahan main hoon
mere dil ki tu dhadhkan hai
musafir main tu manzil hai
main pyaasa hoon tu saawan hai
meri duniya yeh nazre hain
meri jannat yeh daaman hai

Likhe jo khat tujhe...[/quote]

musafir hoon yaaron na ghar hai na thikana mujhe chalte jaana hai ..bas chalte jaaana...
 
musafir hoon yaaron na ghar hai na thikana mujhe chalte jaana hai ..bas chalte jaaana...[/quote]

Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

Na tha manzoor kismat ko, na thi marzi bahaaron ki
Nahin to is gulistaan mein
Nahin to is gulistaan mein kami thi kya nazaaron ki

Meri nazaron ko bhi koi nazaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
Khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has legi
Mere badle tu has legi, tere badle main ro leta
Mujhe ae kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota

Mili hai chaandni din ko, yeh unki apni kismat hai
Mujhe apne muqaddar se
Mujhe apne muqaddar se faqat itni shikaayat hai
Mujhe toota hua koi sitaara mil gaya hota
Agar toofaan nahin aata, kinaara mil gaya hota

Mujhe teri mohabbat ka sahaara mil gaya hota
 
Yaar aaplogo ne khel ke rules ki aisi taisi kar di hai .. kahhin se bhi shuru kar khatam kar dete ho ... chalo hum bhi aise hi karte hai toh

Lokhe jo khat tujhe woh teri yaad mein
hazzaron rang ke nazare ban gaye
Savera jo hua toh toh Phool ban gaye ,
jo raat aayi toh sitaare bangaye
Likhhe jo khatt tujheeeeee

maine rules nahin tode.....aur jis word ko dark karti hun usi se start karti hun...rules to aap tod rahe ho.....

Phoolon sa chehra tera, kaliyon se muskan hai
Roop tera dekh ke, rang tera dekh kar
Kudrat bhi hairaan hai....oh ooooooo............
 
Well, Neelam ji aap hamesha mujhe misunderstand karti ho ... I can also see u didn break the rules. I no where mentioned ur name in that post ... That was a general comment and I addressed guys which was for all.

Ur post was quoted because I was picking a word from that song .. dats all. I know u have reasons for everything but shudn reply until u r mentioned explicitly. Hope u wont mind and agree with me on this.

Ohhh tohraa ne maari pichkaari mori bhigi angiya rang rasiya ran rasiya
Rang barse bheege chunariya rang barseeeeeee

Longa ilaaichi ka beeda lagaya, Longa ilaaichi ka beeda lagaya
Chaabe gorii ka yaar balam tarse rang barseeee

Rang barse bheege chunariya rang barseeeeeee[/quote]

rang bhare baadal pe tere nainoN ke kaajal pe
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

hunh! naam likh diyaa
bin poochhe ye kaam kiyaa tumne mujhe badnaam kiyaa
khair chhoDo Darpok kahin ke

pyaar mujhe tum karte ho, phir kis baat se Darte ho
bolo bolo bolo na
dil pe likhi baatoN ko poNchh na de tu aaNchal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

koi phool koi tohfaa tum kuchh bhi saath nahin laate
baDe vo ho, samjhaaooN tumhen, pyaar sikhaaooN tumhen

apni mahboobaa se milne, khaali haath nahin aate
tumhen nahin pataa?
aaj main bhool gayaa yaad rakhooNgaa ye kal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

baDi masti kartaa hai re tu
mere shonaa, shonaa shonaa shonaa..,
chaaNdani, o meri chaaNdani

arrey jaa jaa, chaaNdani chaaNdani kartaa hai
naam meraa dil par likhkar bas tumne baat banaa lee hai
haay tumhen kyaa pataa
maine to dil ke andar, teri tasveer lagaa lee hai
dikhaaooN? dekhoge?
arrey pyaar mein tu jeet gayee apne premi paagal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

rang bhare baadal pe tere nainoN ke kaajal pe
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani
 
Yaar aaplogo ne khel ke rules ki aisi taisi kar di hai .. kahhin se bhi shuru kar khatam kar dete ho ... chalo hum bhi aise hi karte hai toh

Ab aap mere reply ko pakad kar baat karenge wo bhi bina ye darshaye ki to whom this msg is for.....to sabse pahle Neelam ke liye hi samjha jaayega ye......:D

fir, jitna lightly aapne bola tha, maine bhi utna hi lightly jawab diya ki maine rules nahin tode.......to aapko bura kyun laga jab maine apne baare mein kaha :D

soch ka farq hai...aur ye hota rahega....agar main aapke jawab ko reply karun aur like na karun lekin kisi aur ke jawab ko reply karne ke liye bina uska naam likhe smile karun to aap kya samjhenge???????? :)
 
Hey Neel n Kumar,

Cummon...!!! Whatz happnin???? Should I search the word from conversation between you guys??? If yes, thn it's a real difficult task to perform....Do u want me to try the same????? :)
 
Well, Neelam u know I can never win such fights. I give up dudette :)

Hey Neel n Kumar,

Cummon...!!! Whatz happnin???? Should I search the word from conversation between you guys??? If yes, thn it's a real difficult task to perform....Do u want me to try the same????? :)

Hey dat will be gud idea ... I shall love that .. hhaha .. but the game wont remain the same then... so lets move on with the previous rules ... move on Kajal and Neelam and catch the word.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top