Let's play a game, "Catch the Word"

Status
Not open for further replies.
ho ho ho o ho ho aa ha ha (music tone) :D
..............

Ye dekh ke dil jhuma
Li pyaar ne angdaiiiii
Deewana hua badal
Sawan ki ghata chhai
Ye dekh ke dil jhuma.......:)

( my fav. and most fav. kind song)

aoge Jab Tum O Saajana
Angana Phool Khilenge
Barsega Saawan, Barsega Saawan Jhoom Jhoomke
Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum O Saajana, Angana Phool Khilenge
 
this is different to "ANTAKSHRI":D

Very true and all are enjoying here.....lekin ek baat pakki hai.....ek aur naya tala ban kar aata hi hoga :D

We must search out for such manufacturers...hehehe....nahin to chaupal mein baitha kar khilayenge humein (bilkul waise hi aadesh dete hain jaise ki driving seekhni ho to bolte hain khule maidan mein jaake chalao, galiyon mein takkar maarke accident karna hai kya.....hehehe:D)
 
poem chalegi....

mai nanni-munni gudiya hun
mere chhote-chhote boot hain
mere tille wala suit hai
mai nursery mein padhti hun
mai sabko tata karti hun

mujhe to ye gaane jaisi hi lagti thi jab maine stage par gaayi thi :D......prize mila tha mujhe :D
 
Last edited:
nanni teri morrni ko mor le gayye
bakki jo baccha tha kaale chor le gayye
poem chalegi....

mai nanni-munni gudiya hun
mere chhote-chhote boot hain
mere tille wala suit hai
mai nursery mein padhti hun
mai sabko tata karti hun

mujhe to ye gaane jaisi hi lagti thi jab maine stage par gaayi thi :D......prize mila tha mujhe :D
 
nanni teri morrni ko mor le gayye
bakki jo baccha tha kaale chor le gayye

Ritu di aap disqualified :D

Nanni word jo maine likha tha that means....referring chhoti bachchi as Nanni-munni ....aapne to badal ke Nani bana diya....hehehe :D

waise gana fir se mera fav. hai :)
 
Last edited:
Ye sham mastani madhosh kie jaye
mujhe dorr koyi kheenchey teri orr lye jaye

Teri ore teri ore
Teri ore haye rabba....

Dil kho gaya, Ho gaya kisi ka
Ab raasta mil gaya, Khushi ka
Aankhon mein hai, Khwab sa kisi ka
Ab raasta mil, Khushi ka
..................................................:)
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top