London Olympics

निराश कर दिया भाई .......:mad:......महाबीर पहलवान बतावेगा इब इस इस टींगरी ने जो हार के आगी ........
और म्हणत की जरूरत स... एब्की बात ओल्य्म्पिक में गयी स.... के बेरा आगली बे और बढ़िया प्रदर्शन करे...

Sirf 23 saal ki hai abhi toh...yeh to bade stage pe pehla experience tha....ghar waale khelne denge aage to badhiya future hai donon behnon ka
 
Koya na bhai,, aagli bai aa jaga... Inntai kimme facility na mili thi bhai,,na badiya coach,, itna sab ke baad atleast qualify to kara.. auran khatir motivation/inspiration hai .arr bhupii khatir bhi..infrastructure provide karna chahiye.... Inaam batan mai dhayan ghana reh sai inka..

निराश कर दिया भाई .......:mad:......महाबीर पहलवान बतावेगा इब इस इस टींगरी ने जो हार के आगी ........
और म्हणत की जरूरत स... एब्की बात ओल्य्म्पिक में गयी स.... के बेरा आगली बे और बढ़िया प्रदर्शन करे...
 
Last edited:
Who knows maybe she can still pull off a miracle and win a bronze . All the best

Pannu fight over ho li..Ib to Rio de Janeiro ke olympics ki baat dekhni padegi!

Shakal ki ae raaachh laage hai ya, ghetti dekho iski ekbe http://www.london2012.com/athlete/ve...-lynn-1077050/ ar Geeta te moosti si laage hai iske aage photo me

Aaar drawe munna...Jaat ni dara karte kisse tai :

Geeta also looked ahead. "I will leave London behind. There is lot of hard work ahead. I will not give up," she said.
 
Pannu fight over ho li..Ib to Rio de Janeiro ke olympics ki baat dekhni padegi!

Aaar drawe munna...Jaat ni dara karte kisse tai :

Geeta also looked ahead. "I will leave London behind. There is lot of hard work ahead. I will not give up," she said.

Manne te lagta na aagle mei bhi kuch karenge ye .......Phle match mei 2 chance mile isne canada aali ki Tanng pakdan k or is level pe bhi ye chance grab nhi kare te fer kuch nahi ho sakta......per Bronze Medal match mei te pahle period mei e 7-0 te haari thi Ukrain aali te.....

Umar dekh le .....ya 23 saal ki s arr iske dono opponent 30 te upar thi.....Aagle olympic mei koi chance nhi...

Boxing mei dekh lyo 75 kg Catagory mei jisne gold jita hai 17 saal ki s wa Claressa Shields USA ki
 
अपणे कालजे का के समझाना ...क्यूकर ए समझा ल्यो एब इंडिया आले या खुद गीता भी........ बाकी जो बात तेंने बताई... वा सच स... सांप के जाए पाछे लकीर पीटे जाओ........ सच तो या स अक हार गी म्हारी खिलाड़ी...बोदी पड़े थी छोरी
 
लो भाई नाहरी (सोनीपत) आले न बडीया सुरवात करी स.... भौत ही साधारन परिवार त आया स छोरा ....... पहला मुकाबला जीत गया स लडका ...यो खीचइ गा मीटर न ..... !!!

View attachment 15155 अमीत दहीया 19 Year, 55 K.g
 
haar gaya bhai QF mein...par repechage ke liye qualify ho gaya hai...
dekho bronze mil jaaye toh
 
अमित दहिया ने घर वापसी की टिकट कटा ली :(

Vijay Esne To Haar K Bhi Bhout khuch Jeet Leya ..... Sahi Chalta Rehya T BhouT Khuch h karen Khatir ... 20,22 Sall Pache T Adhe Pehlwan Surwat kera Karee !
 
sahi hai rana bhai, amit agar lagan se khelta rha to agle olympics me jaroor medal laayega !!
 
yogeshwar dutt gets the bronze :victorious:dutt ne repechage me lagbhag 1 hr me 3 kushti jeetkar jhanda gaad diya !!

So Jaa Bhai 2 Peg Marke.... Tadkey Bata Ke Laduuuu Eske Naam Ke Bhi ........Kheer t Mahriye Khaa Reha H ......Mahnti Balak S ......Mubarkh Ho Bhai N .....
 
OLYMPIC : बॉक्सिंग में फिक्सिंग, दो गोल्ड मेडल की कीमत 78 करोड़!

लंदन. ओलिंपिक एक सवाल उठ रहा है कि क्या बॉक्सिंग में दिए गए मेडल 'फिक्स थे? बॉक्सिंग के कई मुकाबलों में विवादित फैसले सामने आए हैं। इनमें कुछ मुकाबले भारत के भी थे जिसके स्कोरिंग में गड़बड़ी की शिकायत भारतीय अधिकारियों ने की। अब 'बीबीसी' की पड़ताल में पता चला है कि अजरबैजान ने दो गोल्ड मेडल के बदले इंटरनेशनल बॉक्सिंग के अधिकारियों को नौ मिलियन पाउंड (78,04,94,118 रुपये) की पेशकश की थी। हालांकि इंटरनेशनल बॉक्सिंग अथॉरिटी ने किसी तरह की गड़बड़ी से इनकार किया है। इंटरनेशनल ओलिंपिक कमेटी को भी 'मेडल के बदले कैश' लिए जाने के आरोप से जुड़े सबूत नहीं मिले हैं। लेकिन बीबीसी को पिछले साल ही बॉक्सिंग से जुड़े सूत्रों ने इस तरह की सौदेबाजी की बात बताई थी।

http://www.bhaskar.com/article/SPO-OLY-TOP-fixing-in-olympic-boxing-3640529-NOR.html?OTS=
 
Last edited:
भाई, जिब जमैका, ईरान, उत्तरी कोरिया ये सब स्वर्ण पदक जीतण लाग रहे, तो के एकले भारत की साथ रोळ हुवे थी? ये सब बावळी बात सै. और लोब्बिंग तै पदक मिलै सै तो इन्ने कौन रोकै था, करी होती अपणी लोब्बिंग..इब्ब बहाने बणावै
हां, ताश नै ओलंपिक मै शामिल कर लै ना, जब किमै जुगाड़ सा बण ज्या शायद:)..गाम गेल आंडी खिलाडी बैठे सै. मेडल ल्याण तो की राम जाणे! ऊंह तो कुश्ती के अखाड़े भी गाम गेल मिल ज्यांगे..पर ये चूल्हे आगे डंड-बैठक मारिये सै घन्खरे:applause:. चलो योगेश्वर दत्त नै तो एक मेडल लिया. आस सुशील तै बी पक्की सै

OLYMPIC : बॉक्सिंग में फिक्सिंग, दो गोल्ड मेडल की कीमत 78 करोड़!

लंदन. ओलिंपिक एक सवाल उठ रहा है कि क्या बॉक्सिंग में दिए गए मेडल 'फिक्स थे? बॉक्सिंग के कई मुकाबलों में विवादित फैसले सामने आए हैं। इनमें कुछ मुकाबले भारत के भी थे जिसके स्कोरिंग में गड़बड़ी की शिकायत भारतीय अधिकारियों ने की। अब 'बीबीसी' की पड़ताल में पता चला है कि अजरबैजान ने दो गोल्ड मेडल के बदले इंटरनेशनल बॉक्सिंग के अधिकारियों को नौ मिलियन पाउंड (78,04,94,118 रुपये) की पेशकश की थी। हालांकि इंटरनेशनल बॉक्सिंग अथॉरिटी ने किसी तरह की गड़बड़ी से इनकार किया है। इंटरनेशनल ओलिंपिक कमेटी को भी 'मेडल के बदले कैश' लिए जाने के आरोप से जुड़े सबूत नहीं मिले हैं। लेकिन बीबीसी को पिछले साल ही बॉक्सिंग से जुड़े सूत्रों ने इस तरह की सौदेबाजी की बात बताई थी।

http://www.bhaskar.com/article/SPO-OLY-TOP-fixing-in-olympic-boxing-3640529-NOR.html?OTS=
 
Last edited:
भाई, जिब जमैका, ईरान, उत्तरी कोरिया ये सब स्वर्ण पदक जीतण लाग रहे, तो के एकले भारत की साथ रोळ हुवे थी? ये सब बावळी बात सै. और लोब्बिंग तै पदक मिलै सै तो इन्ने कौन रोकै था, करी होती अपणी लोब्बिंग..इब्ब बहाने बणावै
हां, ताश नै ओलंपिक मै शामिल कर लै ना, जब किमै जुगाड़ सा बण ज्या शायद:)..गाम गेल आंडी खिलाडी बैठे सै. मेडल ल्याण तो की राम जाणे! ऊंह तो कुश्ती के अखाड़े भी गाम गेल मिल ज्यांगे..पर ये चूल्हे आगे डंड-बैठक मारिये सै घन्खरे:applause:. चलो योगेश्वर दत्त नै तो एक मेडल लिया दशको बाद.आस सुशील तै बी पक्की सै

Bhai, woh boxing ki baat karr raha hai na ki saare sports ki. Iran aur North Korea ka ek medal na hai boxing mein. Baaki yeh nayi baat na hai, boxing waali AIBA sports organizations mein sabse corrupt maani jaati hai. Aur ismein bhi koi shak nahin ki is baar boxing bahut controversial rahi hai olympics mein.

Medal na aaya na sahi. Par apne khiladiyon ko ghaat maanne mein koi samajhdaari na hai. Rolli hui thi ki nahin yeh to kaun bata sakta hai. Par kismat to kharaab thi hi ke 4-5 close match saaare hi ulte pade. Ek aadh apni taraf pad jaata to medal pakke aane the. In khiladiyon ko protsaahan dene ki zaroorat hai ki lage rahein jam ke.
 
Bhai isne dekh le मुक्केबाज़ों के बाद के बाद अब कुश्ती में भारत की ओर से रेफ्री के फैसलों पर नाराज़गी और शंका ज़ाहिर की जा रही है. http://www.bbc.co.uk/hindi/sport/2012/08/120811_olympic_wrestling_satpal_da.shtml

Arre bhai, par Kajla to boxing ki baat karr raha tha. Aapki yeh wrestling waali khabar toh nayi hai. Boxing pe sirf India waale shikayat nahin karr rahe. Aur sirf pehli baar AIBA controversy mein nahin aayi. Hamaari aadat ho gayi ki apni hi side ki kami nikaalna. Yeh link dekh lo, "India-centric" nahin hai.
http://www.guardian.co.uk/sport/blo...-boxing-controversies-failures-scoring-system

Aur Indian media waale to badha chadha ke likhenge hi. Unki to aadat ho rahi hai raai ka pahaad banaane ki. Jab chaubare pe fansi billo rani jaise news item ho sakte hain, to yeh to tagda masala hai. Mera yeh maanna nahin hai ki boxing mein India ke khilaaf alag se cheating hui hai. Par boxing ka scoring system bahut kharaab hai aur boxing ke judges/referees mein corruption ke bahut cases hain. Kaaran koi bhi raha ho, thoda sa bhi kismat saath de jaati to ek-aadh medal pakka nikalna tha. Adhiktar ladkon ka game kaafi achha tha.

Aur yeh wrestling waala sauda samajh nahin aaya. Satpal guruji keh rahe hain ki teen point Bulgaria waale ko galat diye gaye. Teen point to total nahin hue us kushti mein. Point to donon side se ek bhi score na hua. Pehla round tha 0-0. Fir ek ball nikaali gayi ek thaili se. Jiske color ki ball aa jaaye, usko advantage milta hai. Bulgaria waale ki likad gayi. Amit ko bola pair thaane ke liye aur Bulgaria waale ko neeche girana tha. Jo ki kaafi asaan hota hai aur usne karr diya. Doosra round bhi same tha, score raha 0-0. Fir ball nikaali gayi. Is baar 66% chance hona chaahiye tha Amit ka (kyunki uski 2 ball bach rahi thi aur Bulgaria waale ki ek). Par Bulgaria waala kismat likhwa ke aaya tha. Usi ki nikal gayi fir se aur usne fir advantage ka faayda tha liya. Ab bhai yeh bhi ho sakta hai ki Satpal guruji kuchh aur keh rahe hon aur is reporter bhai ki samajh mein nahin aayi baat.
 
Back
Top