nisharathee
New member
Main Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon to kehna
Main Muskurahat hoon mujhe hansa kar dekh
Na sajoon tere honton par to kehna
Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindgi main to kehna
Main Dil hoon mujhe sun kar dekh
Na Dharkoon tere Dil mein to kehna
Main Phool hoon mujhe laga kar dekh
Na mehkoon din raat to kehna
Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiiiiii to kehna
Main Mohabbat na doon to kehna
Main Muskurahat hoon mujhe hansa kar dekh
Na sajoon tere honton par to kehna
Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindgi main to kehna
Main Dil hoon mujhe sun kar dekh
Na Dharkoon tere Dil mein to kehna
Main Phool hoon mujhe laga kar dekh
Na mehkoon din raat to kehna
Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiiiiii to kehna