Mera Question Apka Answer

saluram

Active member
first - sabko ram ram
ek mandir main kush log apne dono hath upar-niche karke alag alag kaam kar rahe the.
aarti chal rahi thi.
18 haath ghanta (bell) baja rahe the.
24 haath tali baja rahe the.
12 haath nagada baja rahe the
1 haath veena pe chal raha tha.
aur 1 haath veena ko pakde hue tha to bataon doston us mandir main kitne manushya the?:):boxing
 
mere hisaab se to 37 manusya the bhai shaluram
baki upar vale n tha ...........................
 
Last edited:
३७ मनुष्य
18 haath ghanta (bell) baja rahe the. १८ मनुष्य
24 haath tali baja rahe the. १२ मनुष्य
12 haath nagada baja rahe थे ०६ मनुष्य
1 haath veena pe chal raha tha.
+
aur 1 haath veena ko pakde hue tha to bataon doston us mandir main kitne manushya ०१ मनुष्य = कुल ३७ मनुष्य
 
bhai shaluram thari ganeet hamaz na aayeee
vo k hai k me hisaab kitaab m kamzor hoo,
manne hissaab hamzza de 28 mansaa ka,
regards,
 
wrong anjali ji
18 haath ghanta pe chal raha tha 9 manushaya( sabka haath upar tha)
24 haath tali baja rahe the (12 manushaya) tali kabhi ek haath se nahin bajti)
12 haath nagada baja rahe the (6 manushaya)
1 haath veena pe chal raha tha aur
1 haath usne veena pakde rakhi thi yaani (1 manushaya)
 
bhai shaluraam
2 haat se ghantaa bazte aaj pahlee baar sunee hai
regards,
 
wrong anjali ji
18 haath ghanta pe chal raha tha 9 manushaya( sabka haath upar tha)
24 haath tali baja rahe the (12 manushaya) tali kabhi ek haath se nahin bajti)
12 haath nagada baja rahe the (6 manushaya)
1 haath veena pe chal raha tha aur
1 haath usne veena pakde rakhi thi yaani (1 manushaya)

आप सवाल का जवाब अपनी इच्छा से बदल रहे हो , नगाड़ा एक हाथ से भी बज सकता है , उत्तर बदल जायेगा !!!!
 
right sir rama kataria ji

Bhai saluram kad aaya "dubai" te?
Aate e itna tedha sawal bujh diya maryar tane.. er tu aap b bichal gya isme. "madam" ne "sir" kahve se :D

18 hath ghnta bjave the, to isme yu to kite na likh rakhya ke aadmi apne donu hatha te ghanta bjave the.. ho sake se bhai ek hath gojh me ho er dusra ghante pe! :D:thappad (tane e likh rakhi se bhai ke log hath upar-niche kar rhe the)
Sthithi kuch spasht nahi hai bhai.. so iske anek uttar mil rahe hai.:boxing
 
Last edited:
मेरे ख्याल से सही सवाल यह होता की इस सवाल के कितने उत्तर संभव हैं...:)
कोई बता सकता है?
 
hahahah out of syllabus tha ye sabko pure no iss sawal ke
vivekbhai dvara pure no. milne ke baad mera agla sawal
mere paas 432.670 gms gold hain jista purity 82.33% hain. main apne karigar ko 91.66% gold dena chahta hoon.
kya karna chahiye? plz help me
 
388.628 gms sona de de bhai apne karigar ne
or sun agli baat ya s k manne hisaab na aave hai,
to bhai sahi javab bhi bata dena
regards
 
Back
Top