Mera Question Apka Answer

sallu ram ji ek 10vi pass chhore ko naukri pe rak lo.
ye karna chahiye aapko.
aapke saare sawalon ka jawab mil jayega.... :)

vivekbhai dvara pure no. milne ke baad mera agla sawal
mere paas 432.670 gms gold hain jista purity 82.33% hain. main apne karigar ko 91.66% gold dena chahta hoon.
kya karna chahiye? plz help me
 
baba ki batishi

baba thari batishi thodi khali kyun?
beta mari batishi ra kai sunadu hal
12 gya 12mahine ka jade 2 gya 20 saal ki umar main kabbdi khelta
2 gya 60 ri dhalti umar main baki andar hi hain.
batao ji kitna aur baba ki batishi main?
:boxing
 
@ saluram ji एक सवाल सिर्फ आपके लिए

राम जी की राम राम
गंगा जी की जे
१२ में से ३० लिकड़ गए
आगे बचा के
 
anjali jee ram ram
mafi chau beech me apnee peepnee bajaane k liye,

bachne ko to 11 bach jange,
par Haqiqat me kuchh bhi na bachega
baki aap khud dekh lyo,
regards,
 
baba thari batishi thodi khali kyun?
beta mari batishi ra kai sunadu hal
12 gya 12mahine ka jade 2 gya 20 saal ki umar main kabbdi khelta
2 gya 60 ri dhalti umar main baki andar hi hain.
batao ji kitna aur baba ki batishi main?
:boxing
bhai saluram 4 daant e to kam hai,
baki to sab apni jagah par salaamat hai
:-)
 
ram ram saglan ne

bhai logon aaj aap ke dvara diye gaye samay ke liye dhanaywad kyunki aaj meri tabiyat thik nahin thi aur main aaj dukan pe kam ghar pe jyada raha aur aap sab ke sath time pass kiya.
thank you for all person
 
Last edited:

TamPass?? :confused:
Bhai Saluram log to bheeta me sir maar-maar dukhi hoge tere swaal ka jwab den tayi, er ib tu nyu kah se tu tampass kare tha!!:tamatar
 
Doston ek sawal ka answer chahiye
Mere ko ek din ke liye 20 manushaya kaam ke liye chahiye
Mere pass kul 20 rupeeya hain. Aur salary per day ess tarah hain
Aadmi ka 5 rupeeya
Ladies ka 50 paisa
Bachche ka 25 paisa hain

To bataiye kitne bachche kitne aadmi aur kitni ladies layenge mere yahan ?
Dhyaan rakhna na to rupeeya paisa bachna ya ghatna chahiye aur na kum ya jyada manushaya kaam par aane chahiye .
 
3 aadmi , 3 Ladies , 14 bache ...

Waise bhai child labour is prohibited ... :) arr aadmi , ladies aur bache ki salary mein etna fark kyo ..bahut na insaafi hain... lolz...
 
Back
Top