Meri Pasand Ka Hindi Song (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Movie: Dor

रिश्ते भरोसे चाहत यकीन,
उन सबका दमन अब चाक़ है ,
समझे थे हाथों में है ज़मीन -
मुट्ठी जो खोली
बस खाक है,
दिल में यह शोर है क्यों ,
ईमान कमज़ोर है क्यों ,
नाज़ुक ये डोर है क्यों ...
 
My favourite song from the movie 'Arth'...
The lyrics are so beautiful and true that I want to write them here but since moderators have objection to it, I'm just writing a few lines...

koi ye kaise bataaye ke wo tanha kyon hai
wo jo apana tha, wahi aur kisi ka kyon hai
yahi duniyan hai to fir, ayesi ye duniyan kyun hai
yahi hota hai to, aakhir yahi hotaa kyun hai?
...
http://www.youtube.com/watch?v=AuMy4Y9S5-8
 
One of the all time classic and evergreen oldy from the masterpiece movie 'Pyaasa' ... Melancholy can't get better than this. The song, lyrics, music all reveal a haunting and aching sadness. Timeless Classic !


Pyaasa - Ye duniya agar mil bhi jaaye to kya

हर एक जिस्म घायल, हर एक रूह प्यासी,
निगाहों में उलझन, दिलों में उदासी,
ये दुनिया है या आलम-ए-बदहवासी,
ये दुनिया अगर मिल भी जाए तो क्या है?

...
...

ये दुनिया जहाँ आदमी कुछ नहीं है,
वफ़ा कुछ नहीं, दोस्ती कुछ नहीं है,
यहाँ प्यार की कद्र ही कुछ नहीं है,
ये दुनिया अगर मिल भी जाए तो क्या है?



http://www.youtube.com/watch?v=ILFO8_khNk8


Rock on
Jit
 
yeah poonam this gazal is my fav too infact all the gazal from this movie are my fav...thanks for posting the video.
tum itna jo muskara rahi ho is also gud one http://www.youtube.com/watch?v=3unptPIAdMk
My favourite song from the movie 'Arth'...
The lyrics are so beautiful and true that I want to write them here but since moderators have objection to it, I'm just writing a few lines...

koi ye kaise bataaye ke wo tanha kyon hai
wo jo apana tha, wahi aur kisi ka kyon hai
yahi duniyan hai to fir, ayesi ye duniyan kyun hai
yahi hota hai to, aakhir yahi hotaa kyun hai?
...
http://www.youtube.com/watch?v=AuMy4Y9S5-8
 
Favs

yeah poonam this gazal is my fav too infact all the gazal from this movie are my fav...thanks for posting the video.
tum itna jo muskara rahi ho is also gud one http://www.youtube.com/watch?v=3unptPIAdMk


Best 1 Ritu :)

Kisi Nazar Ko Tera Intizaar Aaj Bhi Hai
Kahan Ho Tum Key Yeh Dil Beqaraar Aaj Bhi Hai
Na Jaanay Dekh Kay Un Ko Yeh Howa Ehsas Keh
Meray Dil Pay Unhain Ikhtiyar Aaj Bhi Hai
Yakeen Nahin Hai Magar Aaj Bhi Yeh Lagta Hai
Meri Talaash Main Shayad Bahar Aaj Bhi Hai


one more ...

Main Bhool Jaoon Tumhain Ab Yehi Munasib Hai
Magar Bhulana Bhi Chahoon To Kis Tarhah Bhooloon
Kay Tum To Phir Bhi Haqeekat Ho Koi Khaab Nahin
Yahan To Dil Ka Yeh Alam Hai Kya Kahoon
Bhula Saka Nay Yeh Who Silsila Jot Tha Hi Nahin
Woh Ek Khayal Jo Awaz Tak Gaya Hi Nahin
Woh Ek Baat Jo Main Keh Nahin Saka Tum Se
Woh Ek Rabt Jo Hum Main Kabhi Raha Hi Nahin
Mujhe Hai Yaad Who Sab Jo Kabhi Jo Hiwa Hi Nahin.
 
mere nasseb main tu hai ke nhi tere nasseeb main hu ke nhi ye ham kya jaane ye to wo hi jaane jisne likkha hai sab ka nasseeb...........:rock
 
:):)


Khushi jisne khoji woh dhan le ke lauta
Hasi jisne khoji chaman le ke lauta
magar pyaar ko khojne jo chala woh
na tan le ke lauta , na man le ke lauta
:)

Subah na aayi , shaam na aayi
subah na aayi , shaam na aayi
jis din teri yaad na aayi ...
yaad na aayi ....
subah na aayi .. shaam na aayi .. :)


Kaisi lagan lagi yeh tujhse
kaisi lagan yeh lagi
hansi kho gayi , khushi kho gayi
aansoo tak sab rehan ho gaye
arthi tak neelam ho gayi
duniya ne dushmani nibhaayi
yaad na aayi ....
subah na aayi .. shaam na aayi .. :)


Tum mil jaate to ho jaati poori apni ram kahani
khandhar taj mahal ban jata gangajal ankhon ka paani
saanson ne hathkadi lagayi
yaad na aayi ....
subah na aayi .. shaam na aayi .. :)


Jaise bhi ho tum aa jaao
Jaise bhi ho tum aa jaao
Aa jaao , aa jaao
Jaise bhi ho tum aa jaao
:)
aag lagi hai tan mein aur man mein
:)
ek taar ki doori hai
ek taar ki doori hai
bas daaman aur kafan mein
hui maut ke sang sagaai :)
yaad na aaye
aa jaao ...
aa jaao ...
aa jaao ...
aa jaao ....



http://www.youtube.com/watch?v=kJ2B9Ru1F4M&feature=related
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top