Kabhi kabhi !!
I don' know whether it's there or not!!
...................................................................................
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ki
Ki jindgai teri julfo ki narm chhav mein gujar ne pati
To shadab ho bhi sakti thi ........
Yeh ranjo gum ki sayahi jo dil pe chhayi hai
Teri nazar ki shuao mein kho bhi sakti thi
Magar yeh ho -2
Aur ab yeh aalm ki tu nahin tera gum teri jufstju bhi nahin
Gujar rahi hai kuchh is tarah jindagi jaise ise kisi ke sahare ki aaarjoo bhi nahi
Na koi rah na manzil na roshni ka surag bhatak rahi hai andhero zindagi meri
Inhi andhero mein reh jaunga kabhi khokar mein janta hun meri hum nafaz
Magar yuhi kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabh imere dil mein yeh khayal aat hai ke
K jaise tujhko banaya gaya hai mere liye -2.
Tu ab se pehle sitaro mein bas rahi thi kahi-2,
Tujhe jamin pe bulaya gaya hai mere liye-2.
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai.
K yeh badan yeh nigahe meri amanat hai-2.
Yeh gesuao ki ghani chhav hai meri khatir.
Yeh honth aur yeh bahe meri amanat hai-2.

K jaise bajti hai sehnnaiya si raho mein-2.
Suhag raat hai ghoonghat ootha raha hoon mein-2
Simat rahi hai tu sharma ke aapni baho mein-2.
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
K jaise tu mujhe chahe gi umar bhar yuhi.
Oothegi meri taraf pyar ki nazar yuhi.
Mein janta hun ki tu gair hai magar yuhi-2
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai . . . . .
.....................................................................................................