munna bhai

ravinder ji

jitni akal thi utni hi baat kar di aapne to

और के म्हारी अक्कल ते मेन्ह्स तें भी बड्डी स | टमपु में भी ना आंदी ट्रेलर में चढ़ा के ले जानी पड्या करे जब कोए मांग क ले जा जब |
 
professor: tell me about the GANDHI JAYANTI.
MUNNA BHAI:
mamu gandhi bole to baapu
Jayanti???
a Circuit lagta hai budhhe ka kisi jayanti se locha hone ka mangta hoga.
:p
:D
 
तेरी मुम्बईया बोली गलत स | a Circuit lagta hai budhhe ka kisi jayanti se locha hone ka mangta hoga.( ऐ सर्किट लगता हे बुड्ढे का किसी जयंती से लोचा रहेंगा )|
 
MUNNA BHAI: Circuit, bole toh yeh Ford kya hai?
CIRCUIT: Bhai, gaadi hai.
MUNNA BHAI: Toh phir, yeh Oxford kya hai?
CIRCUIT: Bole toh, simple hai bhai,
Ox mane Bail, Ford maane gaadi. Oxford bole toh Bailgaadi.

​
 
CURCUIT- bhai bapu(gandhiji) ne bola tha ki kabhi jhoot nahi bolne ka, aaj se apun bhi jhoot nahi bolega
MUNNA BHAI- hey curcuit wo sunita ka baap ayela hai tereko dhund reyla hai
CURCUIT- bhai usko bolo apun gaon gaya hai kheti karne ko
MUNNA BHAI- pan abhi to tu bola ki kabhi jhoot nahi bolega
CURCUIT-apun jhoot nahi bolega par tu to bol sakta hai na
​
 
CIRCUIT : Bhai, woh apnay bachpan ka dost aa rehla hai aaj raat ko dinner pe. Mera sara chain collection apnay kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI : Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT : Nahi Bhai, wo apna chain pehchan sakta hai.
 
Circuit: Bhai america mein koi address puchega to kya bolne ka
Munna: Dhobhi Ghaat
Circuit: Bhai english mein bolne ka to?
Munna: Washington

Circuit: Bhai idhar aane ko kya bolna?
Munna: Come Here
Circuit: Bhai phir udhar jaaneko kya bolte hai?
Munna: Pehle udhar jaane ka phir bolne ka come here.

Circuit: Bhai yeh kaisa bolne ka – chal e hat hawa aane de
Munna: simple hain yaar – Hey u move sideways let the air force come in.

Circuit: Bhai tum tho pass ho gela bhai
Munna: Yes bro i have just passed away

Munna: Abhi tu bol eh mamu bheja mat phira
Circuit: Mother’s brother dont rotate my brain

Munna: Yeh bol idhar aa khajhoor deta hun karcha pani {khajhoor yaane date}
circiut: Come with me for a date i will pay you

Munna: Ab yeh bol apun ko bahut sardi ho gayi hai
Circuit: I got big winter in small nose

:p:cool:
 
Munna Bhai : Arey Circuit, aaj to Jaahnvi ke saamne apun kee vaat lag gai.
Circuit : Aisa kya hua, Munna Bhai?
Munna Bhai : Vo boli ki apni engagement par tum mere ku ring dega na,
to main bola ki sure main tere ko ring dega.
Tum batao, landline par doon ya mobile pae?
​
 
MAMU : Bhai, apnay ko char mahinay mein Tamil seekhna padega. Kuch upay batao.
MUNNA BHAI : Tamil kyun, aur char mahinay ka kya chakkar hai?
MAMU : Maine ek Tamil bachcha adopt kiya hai, aur wo char mahinay mein bolne lagega bhai.
:p
 
MUNNA BHAI: Mamu, apun bachpan mein dus maale ke building se gir gaya tha.
MAMU: Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya?
MUNNA BHAI: Yaad nehin hai yaar. Bahut purani baat hai.

​
 
Munna:Teray ko maaloom hai k cigarette
aik tarah say slow poison ka kaam karti hai.


Patient: To mujhay konsa marnay ki jaldi hai.
 
Last edited:
Munna Bhai : A Circuit, ye har note par Bapu tasveer mein hansta kyun rahta hai?
Circuit : Vo kya hai na Munna Bhai, agar Bapu royenge to note to geela ho jaaega na...
 
Last edited:
Back
Top