rinkusheoran
New member
sangwaan saab ki mehnat rang layi n haryana mai jaato ko arakshan mil gaya.....but kissi ne kuch din pehle tak ye nahi bataya ki ye jo arakshan mila hai ismai kuch conditions bhi laagu hai....aur woo conditions aise hai jissse jaat samajh ka koi bhala nahi hone wala....pehle condition to maine suni hai wo ye hai ki harr family mai se sirf eek jaat ko arakshan ka faida hoga baki sab general category mai aa jayenge automatically....to agar kissi ke 5 baache hai to phir usmai se sirf eek hi obc ke liye apply kar sakta hai?issse to bhai bhai ka dushmaan ban sakta hai..second condition ye hai ki special backward class mai jaat category A and B ki job ke liye apply nahi kar sakte...to humne kya sirf clerk,peon ya aur choti choti jobs ke liye apne jaat bhahiyo ki bali di hai?iss baaat kaa khulasa yaha ravinder sura ne kyo nahi kiya?waise to woo sangwaan saab ke behalf mai bahut kuch leekhta hai yaha...mai peeche gaam gaya tha n harr jagah yehi baat challle thi ke isssaa arakshan kissse kaam ka hai?isse acha to hum general mai hi thik hai....maa baapu ke liye bhi ye araksan eek musibaat ban jaagi ibb ke kaun se baalak ne sbc ke through naukri lagwawee.....dont know sangwaan saab ne kyo n kiss haalat mai aise arakshan ko maaan liya....
teri baat ka koi jawab isiliye nhi deta kyunki wahiyat baat karta hai.kabhi tu kehta hai ki unhone apna ladka lagwa dia n khud unke ladke k pass jata rehta hai.prove kya karna kya chah raha hai? Suni sunai baat akrta hai hamesha.aarkshan mein rahne k baad bhi general mein rehna individual choice hai.baki teri jaankari k liye post 891 hai ya haryana sarkar ka notification padh le.
Last edited: