Rishte.......

Status
Not open for further replies.
Ek do line mein bhi likkhne ki koshish karta hoo!!

Acha topic hai, socha achha nahi likh sakte to kya hau koshis hi kar lete hai kya pata anguliya hi dimag ke khayalo ko aksro mein dhal de!!

Kahi rista gum ka hai to kahi hai khushi ka
Ek dor hote hai ristey, Jo jode huye hum
sabko aapno se hai.Ristey na hote to kya
Hota sara jahan pathar ka hota na koi
aapne na begana koi hota!!!
 
muje pata hai aaj yeh anguliya dimag se bhahr kese aayi hai:D:D
 
Kasoor na unka hai na mera,
Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe,
Woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe ...:)
 
woh ' Tare Zameen Par' ka gana... teri parwaah karta hoon mein maa chep do koi ... aata koni ... but i love that song:p:D
 
off topic request.......... this request must have been made in 'mhaari pasand ko ek hindi geet' waala dhagga.......

naa jiiii off topik konya... bohat ND ristein ki baat kahi sei uss gaane mein ...
ibb rista koi ek hi thode na howe hai ... yoh ke agdam bagdam ... mohabbat pohhabat likh kei ne baith jaao so jiiiiiiiii :p:D .... sbse mast rista toh maa aur bete ka hota hai(atleast mere liye, comment mat marna please:eek::p)...

kissi ko aata hoo toh batana please ...
 
Comment nahi maarti to..... bol rahi hu is baar :) ......... kisne bola ki agdam bagdam ... mohabbat pohhabat ke hi hoti hai rishte !! Ye waala ma bete ka rishta to ji atulya hota hai maana...... chaliye aap isme do line sunaa dijiye ye lyrics to aati rahengi......
 
Lijiye ... mil hi gaya kahin se...

maa bete ka rista... kya lines hai
Main Kabhi Batlata NahinPar
Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata,
Hain Na MaaTujhe Sab Hain Pata,
,Meri Maa
Bheed Mein Yun Na Chodo
MujheGhar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
Unse Main Yeh Kehta NahinPar
Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,
Dikhlata NahinTeri Parwaah Karta Hoon Main MaaT
ujhe Sab Hain Pata,
Hain Na MaaTujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
 
Last edited:
Original likhne ko bola tha ye to mil hi jaata ! Kabi kabhi bhagwan ke diye head ka use karke bi maa ki taarif ki ja sakti hai ! Still not convinced.....
 
Samundar ki leharo pe aashiyaana banaaya tha kabhi ........... par aaj samundar ki god me hi pade hai wo rote hue se rishte ........ Kisne kahi thi samundarr pai ghar banan ki... aur bana lo ... ya tei shukar karo sunami na aayi na tei ye line likhan jogi bhi naa raho aae... dharti pai jangha na paayi jo samundarr hi thyaya ???:cool:
kabhi aasmaan ke aanchal se khud ko baandh ude the door tak....... par aaj aasmaan ke haatho ne uthayi hui hai rishto ki kuch bikhri kirche............ ibb isse olle olle kaam karogi tei nue hovega ... kade samandar pei kade aasmaan pei... huh ... uddan ka itna hi shauk hai tei hawaijhaj mein haand lo... aaj kaal deccan ki tickets sasti ho rahi hai:D
lal lina mein padh lo mada sa ........:p
 
Original likhne ko bola tha ye to mil hi jaata ! Kabi kabhi bhagwan ke diye head ka use karke bi maa ki taarif ki ja sakti hai ! Still not convinced.....

Ek aur aati hai ....
Janani Janambhoomi swarg se mahan hai ...
Bharat mata ki jai:eek: ... bass itni hi pata hai
 
Jab hum is duniya mein aate hai, Toh kitne rishtey saath laatey hai.
Duniya mein aane ne baad hum, Kitne naye rishtey baanthe hai.
Magar in rishto mein se sirf, woh pyaar ka pawitr rishta hai,
Jo hum marte dum tak nibhaate hain ... :)
 
'Ristey' the essence of life.

i do not find any essence in pasteing of some saro-sayri of others. better to give your orignal ideas. for me, restey make u understand the real nature and caractere of the social world. ristey hame apne hone ka ahsas krate han. kabhi-kabhi ristey hame jina bhi sikhate han.
 
Ye shero shayari 'others' ki nahi hai ji !
 
There is one question for all on Relations...:):):)

"A" ki SAAS aur "B" ki SAAS ka aapas me MAA BETI ka rishta hai...to batao...ki "A" aur "B" ka aapas me kya rishta hai...???
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top