Shayad aaj raat ki shaadi hai..........

Status
Not open for further replies.
Tsk, tsk! Didn't someone (*the Jatland code of posting...article 240 ;)) never tell you?... that Girl, you really need not RESPOND to each and everything, someone and everyone that post(s) on your thread??? :D:rolleyes:;)

Fsk fsk..........(*JL code book says that as per section 420 of Article 99, that GIRLS by the special power conferred on them Wef , my joining date, can comment on each thing each time............ ) Please................. incomplete knowledge is dangerous!!:D:eek:
 
:eek::eek::eek::eek:
 
Ram ji ki.............

Bata de ne Sweta tun bhi swad le rahi inke ... Tokas bhai ne kanyadan ka lifafa bhi tyar dhar rakhya se tandi pe ....kade nue jane ek sooke aake jeem jyan kade ... :D:D:eek:

hahaaaaaaaaaa Rahul bhaiya ne rakhya hai bas lifafaa tayar :confused::cool: aapka lifafaa Rahul bhaiya se kam na rehna chah hai............... :p;) kyo??????? sookhe kyo jeeman laage.......... pure geele jeemyo sab.............
 
ha ha Shweta ... nue batao ke lifafe ka wazan dekh dekh jeemvaoge ke ;):D
Er dekh tyar te lifafa mein bhi rakhunga par nue na bera ... kade chore aalyan ki taraf te na nyota ho pahelam :D ....
 
Maine dekh liya yahde sab ka haal..:confused:..ghane fire se bina Ladduwan ke..:p..?
Mein ke laduwan ka Tokra le rya sun...:D:D..?
Chorryo tam te dat jao...:cool:..dhari baari na aave 30 saal te pahlo...:o.....?
1000 chorrya pe sirf 776 chorri se......nyue ummar badha badah ke gujara karna padega.....? mera matlab is defference ko adjest karna padega...?

Virendra ji aap kaha ho aajkal :confused: aapse kuch suna nahi kai din hue :( laduwan ka tokra liye kaha tak pahuche :p
 
Virendra ji aap kaha ho aajkal :confused: aapse kuch suna nahi kai din hue :( laduwan ka tokra liye kaha tak pahuche :p

maka ya to kati jee ki baat keh di ;):p:D

virender ji kahan ho , kimai to batao , jee sa na laag raha aapke bina , kimai ladooo , tokre etc ki baat karo ....:p:D
 
Samay ne din ke us aur utar raat ko hai chua

Suraj ki kirano ne chand ki roshini ko hai nihaara abhi

Hawa ne bhi muskura ke ek geet sa hai gaaya

Saanjh ki khushboo se mehek utha dharti ka daaman

Aur aasmaan ne bhi laal chunar hai lehraaya

Aur taaro ki doli chal di dusre des

Chand ne bhi apne sir hai mukut sajaya

................ Shayad aaj raat ki shaadi hai !:p
 
Koe shadi-wyaddi nahi hei ye saare bawalla bannawein sein
Ye khwam-khaan aapki cheed kdhawein sein
Ye taare tou roz barrati bann ke khadde ho jatte hein
Ye chand te har roz ek nai dulhanniya lyawein sein.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top