prashantacmet
New member
Samay ne din ke us aur utar raat ko hai chua
Suraj ki kirano ne chand ki roshini ko hai nihaara abhi
Hawa ne bhi muskura ke ek geet sa hai gaaya
Saanjh ki khushboo se mehek utha dharti ka daaman
Aur aasmaan ne bhi laal chunar hai lehraaya
Aur taaro ki doli chal di dusre des
Chand ne bhi apne sir hai mukut sajaya
................ Shayad aaj raat ki shaadi hai !![]()
Bhoodaliya nommi paachhe to bas mullu ke byaah hoya kare....aaj raat ne kiska naas howan laag rya...............