Shayari (Part 2)

इतनी सीमेंट है इस शहर की पवन में कि कब ह्रदय पत्थर का हो जाता है, पता ही नहीं चलता।
 
Mere desh ki matti ke log itne deewane hai,
WA/fb profile pic me sabne tirange lagane hai,
wo desh ki matti ki khusbu kaha gyi,
kya deshbhakti bas ek hafte ki reh gyi.

Dusro se umeed hum harbar karte hai,
desh ke liye mar jaye kya khud pe itna aitbar karte hai,
deshbhakti ki batien to hum harbar karte hai,
par unpe hum kitna iktiyar karte hai.
 
hahahahha...bhai..bilkul sahi...aajkal facebook pe deshbhaktoen ki baadh aayi hui hai...........main bhi yahi sab soch raha tha...kitne dramebaaz hai log
 
hum ko samajh sake bas ek aisaa insaan dhundte hai

jaane kyaa cheez hum ho ke pareshaan dhundte hainret pe jaane kis ke pairon ke nishaan dhundte hainkuch to khoyaa hai humne magar kyaa maaloom nahibheed mein hum aksar apni hi pehchaan dhundte hainband lifaafe mein khat daal ke ghumte hain hum aksarpahuchaane ke liye ab apnaa hi makaan dhundte hainhamaare chehre par se woh shaayad gum hai ho chukaabachchon ke chehron par hum muskaan dhundte hainbahut bheed hai yahaan, ab mushkil hai saans lenaaudne ke liye ab khulaa saa ek aasmaan dhundte hainjis ko dekhaa nahi woh kyaa samajh paayegaa humeinhum ko samajh sake bas ek aisaa insaan dhundte hainho koi aisaa jis ko hum jaise se mohabbat ho jaayeek aisaa shaqs yahaan to kabhi wahaan dhundte hainitnaa toote hain hum ki ab dard hotaa hai jeene meinjahaan koi dil naa tode ek aisaa jahaan dhundte hainchain miltaa nahi kahin humein dard ke samundar meinraahat ke liye hum aajkal bas shamshaan dhundte hain
 
Last edited:

Bahut khoob Raj bhai, ek request hai kripya karke aap ihne linewise likhe, paragraph me padna thoda muskil sa ho jata hai. Dhanyawad
 
ये दबदबा, ये हकूमत, ये नशा-ए-दौलत,
सब किराये के मकान हैं।
किराएदार बदलते रहते है।
 
इस कदर वाकिफ है मेरी कलम मेरे जज्बातों से !
अगर मैं इश्क लिखना भी चाहूँ तो इंकलाब लिखा जाता है !!
- भगत सिंह
 
आहिस्ता चल ज़िन्दगी अभी कई कर्ज़ चुकाने बाकी हैं,
कुछ दर्द मिटाने बाकी हैं, क़ुछ फर्ज़ निभाने बाकी हैं.
 
सोचता हूँ ! इस दिल में एक कब्रिस्तान बना लूँ,,,मर रहे हैं सारे ख्वाब एक-एक कर के..!
 
Mujhe maloom hia ye khwab jhuthe hai aur khwayise adhuri hai,
magar jinda rehne ke liye kuch galatfehmiya jaruri hai.
 
कुछ मजदूर चाहिए है मुझे,,अब तुम्हारी यादों का बोझ अकेले नहीं उठाया जाता.....
 
Sath leke kuch bhi ruksat nhi hua koi is jahan se, fir chand kagaj ke tukde zindagi ban gye kahan se
 
Last edited:
उन बूढ़ी बुजुर्ग उँगलियों में कोई ताकत तो ना थी ...मगर मेरा सिर झुका तो काँपते हाथों नेजमाने भर की दौलत दे दी ...!!!
 
मुझे पुनः वो स्कूल का बस्ता थमा दो "माँ ",
मुझे जीवन का सबक बहुत कठिन लगता है!!
 
Back
Top