rajpaldular
Active member
इतनी सीमेंट है इस शहर की पवन में कि कब ह्रदय पत्थर का हो जाता है, पता ही नहीं चलता।
Mere desh ki matti ke log itne deewane hai,
WA/fb profile pic me sabne tirange lagane hai,
wo desh ki matti ki khusbu kaha gyi,
kya deshbhakti bas ek hafte ki reh gyi.
Dusro se umeed hum harbar karte hai,
desh ke liye mar jaye kya khud pe itna aitbar karte hai,
deshbhakti ki batien to hum harbar karte hai,
par unpe hum kitna iktiyar karte hai.
Bahut khoob Raj bhai, ek request hai kripya karke aap ihne linewise likhe, paragraph me padna thoda muskil sa ho jata hai. Dhanyawadjaane kyaa cheez hum ho ke pareshaan dhundte hainret pe jaane kis ke pairon ke nishaan dhundte hainkuch to khoyaa hai humne magar kyaa maaloom nahibheed mein hum aksar apni hi pehchaan dhundte hainband lifaafe mein khat daal ke ghumte hain hum aksarpahuchaane ke liye ab apnaa hi makaan dhundte hainhamaare chehre par se woh shaayad gum hai ho chukaabachchon ke chehron par hum muskaan dhundte hainbahut bheed hai yahaan, ab mushkil hai saans lenaaudne ke liye ab khulaa saa ek aasmaan dhundte hainjis ko dekhaa nahi woh kyaa samajh paayegaa humeinhum ko samajh sake bas ek aisaa insaan dhundte hainho koi aisaa jis ko hum jaise se mohabbat ho jaayeek aisaa shaqs yahaan to kabhi wahaan dhundte hainitnaa toote hain hum ki ab dard hotaa hai jeene meinjahaan koi dil naa tode ek aisaa jahaan dhundte hainchain miltaa nahi kahin humein dard ke samundar meinraahat ke liye hum aajkal bas shamshaan dhundte hain
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.