Shayari !!.....

Status
Not open for further replies.
:( Mujh ko dafna kar jaayega jab wo thodi door zara,
Gir jaayenge aansoon uske jab wo haath uthayega..
Baandh liya hai kafan mein usne teri sab tehreeroonn ko,
Khuda ko jaakar tera ek-ek khat dikhlaayega.:(
 
:( Sapna ek lekin mushkile tamaam hain,tanhayie aur gum to mere bachpan ke yaar hain,ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hain,kyunki is zindagi mein hume sirf bewafaon se pyaar hain.....................:(
 
:( Ye dil jiss shakhs ko bewafa kahta hai,
Wo Mere Dil Ke Kahin Aass Pass Rehte Hain.
Muddte Ho Chali Hain Humko Unse Bichurde Huye,
Aankh Se Aashak Magar Aaj Bi Kuch Behte hain:(
 
:( Aapka ghum hai ki ro bhi nahi paa rahe hain,hosh e gum hain, nahi jaante kahan jaa rahe hain,humne to tumhare bina duniya bhi nahi dekhi,aaj saaari duniyan mein khud ko tanha nazar aa rahe hain...........:(
 
Dil Todne Walon Ko Saza Kyu Nahi
Har Kisi Ko Pyar Ki Dua Kyu Nahi
Log Kehte Hain Ishq To Ek Bimari Hai
Phir Medical Mein Uski Dawa Kyu Nahi
 
Hum Unse Pyar Karte Hain,
Wo Humse Pyar Karte Hain.
Na Wo Humse Baat Karte,
Na Hum Unse Baat Karte Hain.
Bas Ek Dusre Ko Dekh Kar,
Time Pass Kiya Karte Hain
 
Jab Apka Janam Hua ,
Badal Fata,
Adbhut Roshani Huyi,
Bhagwankhud Sab Ke
Samne Prakat Huye,
Aur Bole-
“Sorry Galti Ho Gayi….
Plz Adjust Karlo”
 
Tamanna Hai Khushiyon Ki Bahar Mile Aapko,
Dil Jo Chahe Wo Baar Baar Mile Aapko,
Hum Aksar Paakar Kho Detde Hai,
Magar Kabhi Na Khone Wala Payar Mile Aapko.
 
Gili Aankhen Sukhane Ki Tamanna Hai.
Sab Kuch Sach Batane Ki Tamanna Hai.
Chahe Fir Kabhi Na Mile Wo Zindagi Bhar.
Bus Ek Baar Usse Baho Mein Paane Ki Tamanna Hai.
 
Dhoom Machale
.
.
Dhoom Machale
.
.
Dhoom Machale
.
.
Dhoom Machale
.
.
Dhoom Machale
.
.
Bahut Dhoom Machali
Ab Bistar Bicchaale……..Or Sojaaaaa.
 
muje khoney se darti thi

Mari aankhon pe marti thi
Mari baaton pe hansti thi
Najaney larki thi kaisi
Mujhe khoney se darti thi
Mujhe jab be wo milti thi
Yehi har bar kehti thi
Suno!
Agar mein bhol jaon to
Agar mein rooth jaon to
Kabi wapis na aon to
Bhula pao gy ye sab kuch
Yonhi hansty rho gay kya?
Yehi batein hen bas us ki
Yehi yadein hen bas us ki
Muje bas pata hai itna
Muje wo piyar krti thi
Muje khoney se darti thi
 
sirf intzaar nahi aitbaar bhi chahta hai ishq
beqaraari ke saath saath deedar chahta hai ishq
vo jo sapne me bhi kah de.n hume apna
use hi haqiqat maanta hai ishq.
 
Dosti Kisi Se Kuch u Nibha lo ki uske Dil ke sare gum chura lo,
Itna Asar Chod do kisi par Dosti ka ki
Khuda Bhi aakar Bole hume Apna DOST ban lo
 
chale jaoge beshak meri zindagi se,
magar is dil se kis tarah jaoge,
ayegi jab meri yaad ,ansu bahaoge ,
chahoge mujhse milna, par mil nahi paoge,
puchega koi mere bare mein , galati meri bataoge,
honge tumhari mehfil mein sabhi ,magar hume nahi paoge,
mehfil mein rehkar bhi tanha ho jaoge,
sochoge jab mere bare mein to phir pachtaoge,
meri nazar mein hamesha bewafa kehlaoge,
maana ki bana loge ek aur dost ………… ..
magar hume kahan se laoge…….
 
Main Tu Insaan K Ziada Kareeb Hoon
Tu……….Sun Mere Maalik !
Meri Qismat Ki Siyaa Bakhtii Par
Tere Karam Ki Baarish Kab Hogi
Meri Tu Sirf Itni Faryaad Hai
K……….Aaj Ki Shab..
Ya Meri Manzil Ka Pata Bata
Ya Phir Hamesha K Liay Faryaad Karne Wali
Zabaan Khamoosh Karde
Kion K……….
Ab Asi Hayat Ki Mujhay Aarzoo Nahin
Jis Main Mohabbat Meri Manzil Na Ho
 
Saawan aaye yaa naa aaye yaad kisseekee aatee hai
Mere dil ke armaanon ko Tees koyee de jaatee hai
Meethaa saa ehsaa huaa is pyaasee dil kee DhaDkan men
Naach rahaa hai mausam jaise aor kali muskaatee hai
Ek hawaa kaa jhonkaa aayaa aor khushee kee lahar uthee
Mere soone aangan men ik khushboo see lahraatee hai
Jeene kee chaahat ko dekho ek nayaa andaaz milaa
TooTe mandir men bhee jaise jyot koyee jal jaatee hai
Bahut dino se baat huee naa aor na koyee khat aayaa
Par sapne men jab vo aate neend meree uD jaatee
 
Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya kartehai
aur sitaro se unka zikar kiya karte hai
woh aaye na aaye khawbo mai
fir bhi hum unka intezar kiya karte hai…
Royegi aankhe Muskurane ke baad,
Aayegi raat Din Dhal jane ke baad,
O Janewale Zara mud ke Dekh,
Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad.
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,
Dil Ko is tarah tadpaya mat karo,
tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum,
Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…
Agar jawab doge to baat karenge!
Nahi doge to intezar karenge!
DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak
aap ko har pal YAAD karenge….
Judai aapkirulati rahegi,
yaad aapki aati rahegi..pal pal jaan jati rahegi,
per jab tak jism me jaan hai..
har saans pyar k wade nibhate rahenge !!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top