kamnanadar
New member
Kabhi daman kabhi palkain bhigona kis ko kahte hain,,,
Kabhi mujh se poocho ki toot ke rona kis ko kahte hain,,,
Kabhi meri jagah khud ko rakho phir jaan jaoge,,,
Ke duniyan bhar ke dukh dil main samona kis ko kahte hain,,,
Meri aankhon mere chahre ko ek din gor se dekho,,,
Phir na poochoge VEERAAN hona kis ko kahte hain,,,