vijaykajla1
New member
ek bas tu hi nahi mujh se khafa ho baitha
maine jo sang tarasha woh khuda ho baitha
maine jo sang tarasha woh khuda ho baitha
aik dafa mainy uska haath.......
apnay haathon mai liya.....
to wo muskura diya.
usnay kaha
tumharay haath kis kadar garm hain
aur garam haath wafa ki nishaniyan hoty hain
main is baat pay is qadar khush huwi ki
sab kuch bhool gayi
magar
aaj barson baad mujhay is baat ka ehsaaas huwa
ki.......
uskay haath kis qadar thande thy ............
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.