Shayri (Part 1)

Status
Not open for further replies.
कभी ज़रूरत पड़े तो आवाज़ दे देना .
‘मैं गुज़रा हुआ वक़्त नहीं जो वापिस ना आऊं..
 
तू खामोश क्यों है ये तो मालूम नही मगर
दिल डूब सा जाता है जब तू खामोश होता है .
 
थोड़ी देर और मुझे ...अपनी आँखों में रहने दे ....
तेरा आँसू हूँ ....यूँ बेकार मुझे ना बहने दे ...​
 
[h=6]Woh Kehte The Tujhse Bichad Kar Viraan Ho Jayenge Hum
Aaj Poore Sheher Mein Sabse Roshan Ghar Uska Mila......
[/h]
 
Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain,

Bas Yaadain Bohat Stati Hain,

Un Ki Doori Ka Gham Nahi Mujhe,

Bas Zara Aankhain Bheeg Jati Hain..
 
Last edited:
Samander Mein Utarta hoon to ankhein bheeg jati hain,
Teri ankhon ko parhta hoon to ankhein bheeg jati hain
,
Tumhara Naam likhney ki ijazaat chin gayi jab se,
Koi bhi lafz likhta hoon to ankhein bheeg jati hain
,
Tumhari yadoon ki kushboo khirkion mein raqs kerti hai
Tere ghum mein sulagta hoon to ankhein bheeg jati hain

Mein Hans ke jhail leita hoon judai ki sabhi rasmain,
Galey jub uss ke lagta hoon to ankhein bheeg jati hain

Na-jane ho gya hoon iss gadr hasaas mein kab se??
kisi se baat karta hoon to ankhein bheeg jati hain

Woh sub guzrey hoye lamhaat mujh ko yaad aate hain
Tumhari tasveer jo dekhta hoon to ankhein bheeg jati hain!!!!
​
 
Last edited:
Audhori Si Hai Zindagi Audhoray Hain Hum,
Bujh Rahin Hain Saansein Jal Rahay Hain Hum,

Badaltay Mosamon Ne Sikhaya Hai Buhat Kuch Lakin,
Panay Ki Hasrat Mein Sab Kuch Kho Rahay Hain Hum,

Na Maloom Manzilon Par Qadam RUkh Se Gaye Hain,
Beerh Mein Raston Ki Taraf Barh Rahay Hain Hum,
Toot Kar Bikhray Hain Khuwab Kuch Is Tarah K,
Ik Arsaa Hua Hai Unko Chu Rahay Hain Hum,

Wafa Hum Ne Ki Unse Ya Ki Bewafai,
Bas Uski Saza Bugat Rahay Hain Hum……!!!!
​
 
Last edited:
Zindagi ne kuch is tarah se Mayoos kr diya,
Apni jeet ko haar mai badal diya,
Aap k siwa or kuch na Chaha tha maine,
Bus Qisamt ne sirf isi se Mehroom kr diya
 
Ghum Se Begana Bana Deti Hai Chahat Uski
Main Bhala Kaise Bhula Doon Yeh Inayat Uski
Main Kabhi Khud Se Juda Usko Nahin Kar Payi
Meri Ek Umer Ka Haasil Hai Mohabbat Uski
Koi Ja Kar To Zara Itna Bata De Usko
Mujhko Usse Bhi Zyada Hai Zarurat Uski
 
chalo mana k humain pyar ka izhaar karna nahi aata Ghalib,
Jazbat na samajh sako itne nadan tum bhi nahi......!!
​
 
Last edited:
[h=6]गैर परों से उड़ने वाले, हद से हद दीवारों तक
अम्बर तक तो वही उड़ेगा, जिसके अपने पर होंगे
[/h]
 
तेरे नखरे , जो पलकों से उठाये थे ,
अब पलकों में बंद हैं , सपने बनकर |
तेरे जज्बात ,जो दिल से लगाए थे ,
अब दिल में बंद हैं , टीस बन कर | |
 
World’s Most PAINFUL Shayari…

Dil Mai Chubhi Sui….

Arz Kiya Hai…

Dil Mai Chubhi Sui…

.

.

.

.

.
.
.
Aawaj Aayi
Uui Uui, Uui Uui…
 
World’s Most PAINFUL Shayari…

Dil Mai Chubhi Sui….

Arz Kiya Hai…

Dil Mai Chubhi Sui…

.

.

.

.

.
.
.
Aawaj Aayi
Uui Uui, Uui Uui…


आँ भाई, टाळ नि मारदे,
कदे तू इस्सी-इस्सी लिख के ने
तागे का बक्कल तार दे |
 

[TD="class: otherCont, width: 120px"][/TD]
[TD="width: 330px"]Sach to ye he kasoor apna he
chand ko chune ki tamana ki
asama ko jami per manga
phool chaha ki pathro per khile
kanto ne ki talash khusboo ki
arjoo thi ki ag thndak de
barf me dhundte rahe garmi
khwab jo dekha, chaha sach ho jaae
iski humko saja to milni thi
sach to ye he kasoor apna he [/TD]
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top