Shayri (Part 1)

Status
Not open for further replies.
[h=5]ज़िन्दगी के बागान में ..........सयानो के गुच्छे है
हमें पागल ही रहने दो.........हम पागल ही अच्छे है[/h]
 
Haqikat jaan lo juda hone se pahle,
Meri sun lo apni suna ne se pahle.
Ye soch lena bhulane se pahle,
Bahut royi hein ye aankhen muskurane se pahle.
 
Rat Ko Jb Hmne Ankhe Band Ki To
Ap Hme Sbse Khush Nzar Aye,
Ye Tarika H Agr Apko Khush Dekhne Ka,
To Khuda Kre Ye Aakhe Sda K Liye Band Ho Jaye.
 
Khush Hain Woh Hume Yaad Na Karke,
Has Rahe Hain Wo Humse Baat Na Karke,
Yeh Hasi Unke Hoton se Kabi na Jaye,
Khuda Kare Wo Hamari Maut Par B Muskuraye..
 
Aankhon Me Aasu Ki Lakir Ban Gayi
Kabhi Na Socha Tha Aisi Taqdir Ban Gayi
Humne To Yunhi Phirayi Thi Reet Me Ungliya
Gaur Se Dekha To Aapki Tasveer Bani…
 
Waqt To Aata Hai Phir Chala Jata Hai....
Iska Aitbaar Kabhi Mat Karna...
Jo Juda Hokar Bhi Bar Baar Yaad Aaye
Itna Pyaar Kabhi Kisi Se Mat Karna.

 
Pakar Khusiya Behak Jate Hai Hum.
Pakar Gum Bhi Muskrate hai hum,
Tanhai mei jab yaad aati hai apki.
Jamane ko kya khud ko bhul jate hai hum.
 
koi khwab in ankho me hamne sajaya hi nahi,
hamari dil ki gaharai ko koi samajh paya hi nahi,
kisi ko mahasus ho kami hamari
khuda ne hame aisa banaya hi nahi.
 
Har mulaqat per waqt ka takaza hua … !!
Har yad per dil ka dard taaza hua … !!
Suni thi sirf ghazlon men judai ki batein … !!
Ab khud per beeti to haqiqat ka andaza hua....!!
 
साथ छूटने से रिश्ते नहीं टूटा करते,
वख्त की धुंध से लम्हे नहीं टूटा करते,
लोग कहते हैं की मेरे सपने टूट गए,
टूटती तो नींद है सपने नहीं टूटा करते.
 
तुम प्यार भी मौसम की तरह निभाते हो
कभी बरसते हो तो कभी एक बूंद के लिए भी तरसाते हो
 
Sapno ki tarah aa kar chale gaye
Apno ko bhula kar chale gaye
Kis baat ki saza di aap ne humein
Pehle hasaya phir rulakar chale gaye…
 
humne bhi mangi thi duva aashiyane ki
chal padi aandhiyan jamane ki
koi na samajh saka mere gum ko
kyun ki mujhe aadat thi muskurane ki
 
Hey Krishna ! tu is kalyug mein aa kar to dikha..

Tune 18 saal ki umar me mama kans ko mara,
Bin Laden ko hath laga kar to dikha..
Tune Arjun ko to Saari Geeta sunayee,
Mere Project Manager se ek baar baat kar ke to dikha. .
Tune to Arjun ka Sarathi banke Pandavon ko jitaaya
Indian Cricket team ka Coach ban ke WorldCup jitaake to dikha..
Tune bhari mehfil mein draupadi ko saree pehnai,
Mallika Sherawat ko ek jodi kapde pehna ke to dikha..:D :D
Tune gokul ki 1600 gopiyan ek saath me patai,
Aajkal ki sirf ek ladki ko pata kar to dikha..
 
dard jitna saha jaaye utna hi sehna
kisi ke dil ko jo lag jaaye wo baat na kehna
milti hi rushwaai aaur bewaffai bhi iss raah-e-ulfat main
kaantoein ki sej hai yeh iss phooloein ka daaman na kehna.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top