ramitohlan
New member
Ek baar ek baniyan ka err ek jat ka keral ghuman chale gaye.......
subah subah dono ne socha ek ghoom phir ke aawan .....jab ghuman chaal diye thodi si aage gade-luhar aa gaye....un ne socha ek chor hain to weh maaran bhajey...
jat ka to ped pe chad gaya baniyan ka phas gya...us ki tassali te dehi todi......
agle din pher baniyan ka bolya chal ghuman challan..... aage gaye to pher gade luhar aa gaye.....
pher yahe bani jat ka ped pe chad gaya baniyan ka pher phas gya ....
4 din ho gaye yahi kahani hote hote......
rat ne baniya ka bhaj - bhaj ped pe chadn ki koshish kare err sikh gya.....
tadke uth te hi baniya ka poore josh mein ek chal re jat ke ... jat ka bolya rehan de .....woh kit maane tha bolya na chalya ge....jat ko bolya thik hai....
gaye to gade luhar ne to aana e tha ......
wah nyun bani baniya ka ped pe chadna sikh raha tha te bhaj ke chad gya ...err jat ka phas gya......jat ke ne sochi ek le bhai aaj te tut ki dehi....
itne mein unka ka sardar bola arrey niche wale ko to pit te hue 4 din ho gaye aaj upar wale ko utaar ke peeto.........