deepakchoudhry
New member
Mai Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karti,
iska matlab ye nahi ki me Usse pyar nahi karti....
Chahti hun me usse aaj bhi,
par uski soch me apna waqt bekar nahi karti....
Tamasha na ban jaye kahi mohbbat meri,
isliye apne dard ko izhaar nahi karta.....
Jo kuch mila hai ussi me khush hu me,
uske liye khuda se taqrar nahi karti......
Par kuch to baat hai uski fitrat me Zalim
warna Usse Chahne Ki Khata Baar Baar Nahi Karti
Manisha Ji,
Its really nice...have you written it yourself, ya copy paste wala mamala hai.
In anycase keep it up.
Deepak