vivektaliyan
New member
Bhai There are some points which I want to discuss...
1. Manaye ya na manaye.....
2. Western culture
3. India ka talibanikaran
1. Manaye ya na manaye...-- Kafi log kehte hai ki har din pyar ka din hai to valentinday why??? Jab har din pyar ke din hai to ek aur din manane mein itne hohulla kyon?/
Jl per jitne bhi members valentinday ke agains hai I will tell u the reason..
Rules and regulations hum apne according banate hai. virodh vo loge karte hai jinke (sorry to say) childrens bade ho gaye hai. vo sochte hai ki unki ladki aaj khan jaye gi ya unka ladka jyada paise waste karega.
Jin logo ki koi girl friend nahi hai vo is sabse jalte hai. vo kisko purpose kare ya jisko vo like karta hai usko koi aur le uda hai.
Jinki age nahi rahi ye sab karne ki yaa shadi shuda hai.. har roj biwi ko jhalte hai.
2. Western culture....Rahi baat western culture ki. To jo aap logo ko western culture mein aacha laga vo aaplogo ne aapna liya aur jo aapko aacha nahi laga use rehne diya.
Sabkucuh pehenna chod ke kurta dhoti aur kurti ghagra kyon nahi pehente?????
Stop using colgate and brush...use neem ki datoon...
Subha ko khet mein jao..stop using toilets. yehi hamara culture hai.
Stop using english use sanskrit......
And many more examples which u people have already know.
3.India ka talibanikaran---Shiv sena, bajragdal ye sare ke sare hamari sanskrati par kalank hai...Kya inhone kabhi pyar nahi kiya...ye kabhi apni gf ko ghumane park yaa movie haal mein nahi le gaye.
Mein aapko ek truth batata hu..Mere ek friend ne kaha ki bhai shivsena ka card banva le . agar kahi kisi ke sath shivsena vale pakad lete hai to card dikha dena ...
Kehne ko bhut kuch hai par aap log samazdar hai...itna hint kafi hai..
Aur ye baat bhi sahi kahi ki diwali 'holi, aur baki sare festival aap fixed day par hi kyon manate hai kabhi bhi mana lo...
fathers day mothers day un logo ke liye hai jinko aane maa baap pure sall yaad nahi aate to kam se kam us din to vo unhe unke ehsano ke liye thanks bole sake yaa chullu bhar pani mein doob mare . jo roj hi aapne maa baap ko yaad karte hai unke liye sare din fathers day aur sare din motyhers day hote hai.
At last hum insaan hai aur hame bhahana chahiye khush rehne ka.
Now ur turn...![]()
Hey friends..Guess what????
Love is in the Air..:rock:rock
Results till now......favour 32 votes
Against 21
Can't say 3
So anti party where r u
I want to ask just one thing . Many times I have saw the the option "can't say". Till now unable to understand the reason for that option. If some one don't want to participate or don't have enough knowledge then why they vote on that.
Ok Happy V-Day in advance to all of u.
I request to all J.L members to give vote on that.
:rock:rock