Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
Annaddi ka khel hota hei kuchh nirala
Usko dikhta hei safedd bhi kala
Anaddipan karna uski aaddat hei
Usko kya farrak paddta hei chahe meikhana ho chahe Shivalla.
 
Dil mein koi nai kali khili hai abhi
Yahan taaza hawa chali hai abhi
Itni jaldi na umeed kyon hote ho
Bahut lambi zindagi padi hai abhi
 
vijay said:
Yo Rupi sahi kah rahya hai Vikas bhai............

Ye pyar dil ka rishta hai Vikas bhai
Sirf kuchh shabdon ka khel nahi hai
Dil Milaaya hai to saath bhi nibhaana
Ye hamari dosti yahan koi khel nahi hain

Vijay

WAAH!! WAAH!! ati sundar
 
vijay said:
Dil mein koi nai kali khili hai abhi
Yahan taaza hawa chali hai abhi
Itni jaldi na umeed kyon hote ho
Bahut lambi zindagi padi hai abhi

Najjar ka pher hei hi kuchh aissa
Jo samajh le jisko lagge jaissa
Jinddagi ko hum ek saathh jeete hein
Bolo kaissa hei andaaz apna
 
devdahiya said:
Najjar ka pher hei hi kuchh aissa
Jo samajh le jisko lagge jaissa
Jinddagi ko hum ek saathh jeete hein
Bolo kaissa hei andaaz apna

Ye nazar ki hi to baat hai yahan par
Koi apna aur koi paraaya lagta hai
Kisi insaan ka andaaze-bayan hai niraala
To kisi ne koi aur chehra lagaya lagta hai

* * * * * * *

Woh pata nahi kab aaye aur chale bhi gaye
Hum unke deedar mein jamana bhool gaye
Woh lamhe bhulaye se bhi nahi bhool paate
Itne tarse hain ki ansoo bahaana bhool gaye
 
Last edited by a moderator:
Ha bhai Aasiqo ek meri taraf se bhi

Mujhe laga tha woh aandhi tufan ki tarah aayegi
orr mere saare pattee apne saath uda ker le jayegi
Magar woh aayi bhi ek jhoke ki tarah
orr mere kuch orr patte gira gayi
 
sandeepsomu said:

POOR CHAP...don't worry someone good and beautiful will come

wo khushiyon ke saath aayegi aur phool barsayegi;) :D
 
sandeepsomu said:
Ha bhai Aasiqo ek meri taraf se bhi

Mujhe laga tha woh aandhi tufan ki tarah aayegi
orr mere saare pattee apne saath uda ker le jayegi
Magar woh aayi bhi ek jhoke ki tarah
orr mere kuch orr patte gira gayi

ye paate to andhi te...nue pad jaya kareee
par jat.. pher bhi chori tohe jaya kaaree
aagli aandhi jab tahi aave giii....
teri maa koye na koye chori... tohee paavegii
:)
 
fool4love said:
ye paate to andhi te...nue pad jaya kareee
par jat.. pher bhi chori tohe jaya kaaree
aagli aandhi jab tahi aave giii....
teri maa koye na koye chori... tohee paavegii
:)

KATTI KASSUTTA DAMEEDD PADD DIYA KAMAL......Ha..ha..ha...ib yu sussrra SERVER beshakk patto...ha..ha..ha.
 
sandeepsomu said:
Ha bhai Aasiqo ek meri taraf se bhi

Mujhe laga tha woh aandhi tufan ki tarah aayegi
orr mere saare pattee apne saath uda ker le jayegi
Magar woh aayi bhi ek jhoke ki tarah
orr mere kuch orr patte gira gayi

Un patton ki kismat mein jharna hi likha tha
Jo ek hawa ke jhonke se tut kar bikhar gaye
Ye pyar ka ahsaas umar bhar palta rahega
Yahan kitne toofaan aaye aur gujar gaye
 
fool4love said:
ye paate to andhi te...nue pad jaya kareee
par jat.. pher bhi chori tohe jaya kaaree
aagli aandhi jab tahi aave giii....
teri maa koye na koye chori... tohee paavegii
:)

Arr jei maa na tohwe koe chhori
Tei pher le aaiye mam ek gorri
Pher ussne gamm mei lya kei jib ghaghri prhaweiga
Jinddaggi ka sawaade nyara aaweigga.
 
devdahiya said:
Arr jei maa na tohwe koe chhori
Tei pher le aaiye mam ek gorri
Pher ussne gamm mei lya kei jib ghaghri prhaweiga
Jinddaggi ka sawaade nyara aaweigga.

lyoo..ji.. somu bhai.. gori te bhya kar ke.. gaam me aa gaye ...tee...gaam ke sarpanch bolee

saare deshh me ik te badh ke ik thi chori
pher bhi tane bhya khatar..pai baas gori
mhaare naam ki tane to karadi BEJJTTIII
par bhai..va halwa banave se ghana TASTIII
 
reeee jato
woh to sher tha ek meri kahani na thi...neelam madam POOR CHAP nahi bologe ..meri kahani to iss sher per hai

Hamare pehlu mein ser rakh ker
orrr baith kerte hai iss kadar
ki aakh bhar aati hai unn he dekh ker
kabhi dil se ek awaz nikal ti hai
ae maleek yeh waqt yeh lamha yeh pahar
thahar jaye sab yehi per
orr hum unnhe dekhte rahe yuki zindagi bhar...

---------------------------------------------------------------

Bhai Vijay
teri sogan, mast sher likhte ho aap..kuch gamm sa lage hai dil mein ......nu hi aawande ....

.
 
Last edited by a moderator:
sandeepsomu said:
reeee jato
woh to sher tha ek meri kahani na thi...neelam madam POOR CHAP nahi bologe ..meri kahani to iss sher per hai

Hamare pehlu mein ser rakh ker
orrr baith kerte hai iss kadar
ki aakh bhar aati hai unn he dekh ker
kabhi dil se ek awaz nikal ti hai
ae maleek yeh waqt yeh lamha yeh pahar
thahar jaye sab yehi per
orr hum unnhe dekhte rahe yuki zindagi bhar...

Good one Sandeep,

Woh jab aakar paas baith gaye hamaare
Humne apni zindagi mein ek mahak dekhi
Aur jab unki nazron se hamaari nazren mil
Un ankhon mein apni zindagi ki jhalak dekhi

---------------------------------------------------------

sandeepsomu said:
Bhai Vijay
teri sogan, mast sher likhte ho aap..kuch gamm sa lage hai dil mein ......nu hi aawande ....

Thanks Sandeep Bhai,

Gaam waali koi baat nahi hai bus mera shauk hai yaar.....

Ye dil kya jaane gumm kya hota hai
Agar ahsaah hota to kisi par kyon marta
Na jaane kitni baar chot khai hai isne
Gumm hota to phir kisi ko pyar kyon karta
 
Last edited by a moderator:
Bhai bada suwaad aa raha sai...subah teh office mein kuch kaam na ker raha bas thari shari padh raha hu....dev or vijay ka compitition bada jabardast hai nu lage jitendra or dharmendra ladh rahe ho ......

vijay said:
Badha ke pyas meri usne haath chhod diya
Woh kar raha tha muhabbat bhi dillagi ki tarah
Kabhi bhi na socha tha ye humne uske liye
Karega sitam humpe woh bhi har kisi ki tarah
 
hai bada suwaad aa raha sai...subah teh bas thari shari padh raha hu....dev or vijay ka compitition bada jabardast hai nu lage jitendra or dharmendra ladh rahe ho ......
 
sandeepsomu said:
reeee jato
woh to sher tha ek meri kahani na thi...neelam madam POOR CHAP nahi bologe ..meri kahani to iss sher per hai

Hamare pehlu mein ser rakh ker
orrr baith kerte hai iss kadar
ki aakh bhar aati hai unn he dekh ker
kabhi dil se ek awaz nikal ti hai
ae maleek yeh waqt yeh lamha yeh pahar
thahar jaye sab yehi per
orr hum unnhe dekhte rahe yuki zindagi bhar...

it was just a fun dear but you also do good shayari...keep it continuing...but i know you can't beat mr. dev and vijay...they are superb!!
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top