Wafa aur mohabbat

Status
Not open for further replies.
DARD JTNA SAHA JAAYE UTNA HI SEHNA
KISI KE DIL KO JO LAG JAAYE WO BAAT NA KEHNA
MILTE HAIN HAMARE JAISSE LOG BAHUT KAM
ISLIYE HUMSE KABHI ALVIDA NA KEHNA.....................

Dard jitna aapne saha utna kisi ko mat dena
Kisi ke dil se na jaaye wo jakhm kabhi na dena
Alvida kehna ya bhoolna kisi ko humari aadat nahi
Aapne hume jo mashware diye wo kisi or ko mat dena

Woh chaand ki chandani jaisi raaton mein
Na jaane taaron se kitni baatein karti hogi
Rehti wo khud apni hi roshni ke sharam mein
Har choti si baat ko kaise bayaan karti hogi

Chandani si haseen hai woh door kahin basti hai
Khushiyan baant rahi woh hardum ye kahti hai
Koi bhi andheron mein na rahe is duniyan mein
Woh en ankhon mein sapno ki hi tarah rahti hai
 
Chandani si haseen hai woh door kahin basti hai
Khushiyan baant rahi woh hardum ye kahti hai
Koi bhi andheron mein na rahe is duniyan mein
Woh en ankhon mein sapno ki hi tarah rahti hai

Jahan se door chaand sang rehti hai wo
Sabki khushiyon me khush hoti hai wo
Jin sapnon ko paane ke liye soti hai wo
Unhi sapnon me chaand sang hoti hai wo
 
Jahan se door chaand sang rehti hai wo
Sabki khushiyon me khush hoti hai wo
Jin sapnon ko paane ke liye soti hai wo
Unhi sapnon me chaand sang hoti hai wo

Woh khayaalo mein woh zazbaat mein
Jiske naam se zinda meri pehchaan hai
Koi sapna nahin haqeeqat mein hai woh
Jiski zustzoo karna hi mera armaan hai
 
Woh khayaalo mein woh zazbaat mein
Jiske naam se zinda meri pehchaan hai
Koi sapna nahin haqeeqat mein hai woh
Jiski zustzoo karna hi mera armaan hai

Yahan har koi pehchaan se hi pehchaanta hain sabko
Phir bhi apne hi zazzbaaton me khoye rehte hain aap
 
Last edited:
Kis ne kis ko roka hai yahan par
Koi aaye ya jaaye kisko fikar hai
Hum to rehte hain apni dunn me
Hota har mehfil me humara jikr hai
 
zazbatoein ki baatein na karo inhone jaane kitne afsaane banaye hai.
apna hi dil thadkda hi jab sunsaan raatoien main to samjhte haiki wo aaye hai
ki mita di jinki tasveere in daro deewar se hamne.........
unhone hi hamare dil main aashiyane banaye hai..................
Yahan har koi pehchaan se hi pehchaanta hain sabko
Phir bhi apne hi zazzbaaton me khoye rehte hain aap
 
na jaao in afsanoien par dard-e -dil ke beemar ho jaaoge......
kisi haseen kaatil ke talabgaar ho jaaoge..........
ki milegi bas ruswaaiyan , tanhaiyaan is rah-e-mohabbat main tumhe
iss jahan se tum bejaar ho jaaoge..................
Ye pehchaan to mohabbat ki hai kya shamjhega koi
Dard-e-dil ka afsaana mahak raha tanhaaiyon mein
 
jikr to hota hai uss kaatil ki bhi kahani-e-ulfat ke baad
kya tumhe bhi tanhaiyan milti hai mehfil be baad
jaati nahi kyoun uska tasoour iss jehan se mere
ki aati hai uski khusbu har saans be baad..........
Kis ne kis ko roka hai yahan par
Koi aaye ya jaaye kisko fikar hai
Hum to rehte hain apni dunn me
Hota har mehfil me humara jikr hai
 
zazbatoein ki baatein na karo inhone jaane kitne afsaane banaye hai.
apna hi dil thadkda hi jab sunsaan raatoien main to samjhte haiki wo aaye hai
ki mita di jinki tasveere in daro deewar se hamne.........
unhone hi hamare dil main aashiyane banaye hai..................

Ye aashiyaane aapne hi banane diye hain,huzur
Ab doojo ko aa kar kehte hain ki baatein na karo
Bahut samjh chuke hain aap sunsaan rahoon ko
In raahon ko bhi tum bematlab badnaam na karo
 
lagta hai kisi ke mohabbat ke phool aapne rahoien main khilaye hai......
mehfiloen main jaakr pyar ke geet gungunaye hai......
kisi ke dil ki tadaf ka kaha hogga aapko andazza...
iss rahe -mohabbat main aapne dhokke nahi khaye hai............

Kyun hume in raahon pe dokha kilwaana chahte hain aap
Sabki kismat aapki kismat jaisi to nahi hoti jahan me
Jo khush hain unki khushi ki salamati ki dua kije aap
Aapse Mehfilon me gungunane waale hazaron hai jahan me
 
vj tere is thread wafa aur mohabbat ka nam to shikva aur shikayat hojana chahiye ab.
maine ye sher kahi pada tha jo ki yaha sahi fit baitha h
kyu hijar shikve karta h kyu dard k rone rota h
ab pyar kiya h to sabr bhi kar is pyar me to yahi sab kuch hota h.

and please pehchan ke upar sab logo ne itni bematlab shyari kar di h ki pechan word hi apni pehchan kho baitha h.vj u know me me to ek positive critic ki trah hamesha tumhe kah hi det hu jo mujhe kahna hota h.tumne aur monika ne kai jagah bahut acchi shyari ki h.good work .keep it up.
ab meri traf se kuch

mohabbat ek ehsas h ise yu ro na dalo
khusnasib ho tumhe jo ye hua h
ise yu ilzamo me mita na dalo
mohbbat ko milege mohbbat
ye kis fasane me likha h
pyar ka dava karte ho aur sanam pe ilzam dharte ho
ashiq to fakiro ki trah mast maulla hote h
leke dene ki dukandari to baniya karte h

Le maang le dua..............

aab to yeh hath uthte hai iss dua ke saath
koi aissa barbaad na ho meri barbaadi be baad.............
Kyun hume in raahon pe dokha kilwaana chahte hain aap
Sabki kismat aapki kismat jaisi to nahi hoti jahan me
Jo khush hain unki khushi ki salamati ki dua kije aap
Aapse Mehfilon me gungunane waale hazaron hai jahan me
 
sunthin diff Ritu ji

Socha dekhein aaj apne aanchal ko dhokar
Na chada koi rang ispe sab rango ka hokar
Unki "Wafa aur Mohabbat" hai humse aisi
Ke Rang laya hai ye unke pyaar me maila hokar
 
Last edited:
Ritu bobbo.......... aljhaa ti taang aake bichale main......... chokhya creative mood ban rya tha........ katai gaar pher di tai uss pai.........heheheh..hahhha............ maadak si waar thama kona gaya tere pai.........hahhaha..........eibb laagi ro tu kelli yha............
vj tere is thread wafa aur mohabbat ka nam to shikva aur shikayat hojana chahiye ab.
maine ye sher kahi pada tha jo ki yaha sahi fit baitha h
kyu hijar shikve karta h kyu dard k rone rota h
ab pyar kiya h to sabr bhi kar is pyar me to yahi sab kuch hota h.

and please pehchan ke upar sab logo ne itni bematlab shyari kar di h ki pechan word hi apni pehchan kho baitha h.vj u know me me to ek positive critic ki trah hamesha tumhe kah hi det hu jo mujhe kahna hota h.tumne aur monika ne kai jagah bahut acchi shyari ki h.good work .keep it up.
ab meri traf se kuch

mohabbat ek ehsas h ise yu ro na dalo
khusnasib ho tumhe jo ye hua h
ise yu ilzamo me mita na dalo
mohbbat ko milege mohbbat
ye kis fasane me likha h
pyar ka dava karte ho aur sanam pe ilzam dharte ho
ashiq to fakiro ki trah mast maulla hote h
leke dene ki dukandari to baniya karte h
 
ohhh aya e na bada creativity ala .kite ki itt kite ka roda jod ke ke tu bhanmati bane tha.ferugi gara tere k radak ho rahi se.koi ne me t akeli bhi rah lugi. apa t akele bhi hasate rahvenge thari dhal rone pe rona na rove

Ritu bobbo.......... aljhaa ti taang aake bichale main......... chokhya creative mood ban rya tha........ katai gaar pher di tai uss pai.........heheheh..hahhha............ maadak si waar thama kona gaya tere pai.........hahhaha..........eibb laagi ro tu kelli yha............
 
Last edited:
aanchal ki sudh kaha ab mujhe
rang se ab mera kya nata h
ek nata onse kya juda
ab hosh ya behoshish ka farak nahi
har su mujhe mera yar nazar ata h

Back
Top