devdahiya said:Samjha humne pyar ko puja ek nirali
Jeewan lekin reh gaya dekho kitna khali
Ek pal nei sab baddal diya,jeewan ka ye rang
Mere jinne ke sarre alag ho gye dhhang
Hamari hi nadaani thi ki humne
Is pyar ko eek pooja samajha
Hum hain ek pal mein uske ho gaye
Usne sari umar humen dooja samajha