V
vivekdh
Guest
pyar to hawa kaa jonka hai isse koi nahi rok sakta naa ye soch samaj ke hota hai
kisike circle me chori hi naa ho to ke dhunde
aaj kal jat ladkiyon ko jat ladke pasand nahi hote unhe samajdaar ladke chahiye
jo shopping enjoy kerna jante ho.
fer bechare jat boys kya karre kyonki dusri ladkiyon ko jat pasand aate hain.panni to wohi se bahega naa jahan se rasta mile 
kya kaamna ji
pyar ke khilaf itna nahi hona chahiye. though we should try to get married as per our parents choice,try 4 arranged marriage Lekin mera maanna hai ki jis ladki ko tum bilkul nahi jaante or dekhi tak nahi hai, uske character ka nahi pata kaisa hai, sirf kisi ki baaton pe bharosa karke vishwas karna ...
Isse badi murakhata kya hogi. Mere vichar se pyar mein andhe na hokar apne ho sakne wale saathi ko hame achhi tarah jan pehchan lena chahiye
before marriage apne circle mein achhe ladka ya ladki ko doondhana chahiye
kul milakar apne jeevan saathi ke baare mein jaankari jarur honi chahiye pata nahi arranged marriage mein kaun gale bandh jaye kaisa character ho
u should believe in good relations
SB
GJU